*~*--۩۞۩----Mumtaz Parveen-----۩۞۩---*~*- 
●▬▬▬▬▬۩۞۩▬▬▬▬▬●

  ▄    █ ♥ Mumtaz ♥ █    ▄  

╠ •HADEES E PAAK• ╣

Subah Shaam Padhne Ki Dua - Raditu Billahi Rabbaw
--------------
Bismillahirrahmanirrahim"

Jo Is Dua Ko Subah Sham Padhega To Allah Subhanahu Qayamat Ke Din Usko Jarur Khush Farma Denge
-----------
 Rasool’Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) Ne Farmaya - Jo bhi musalman ya insaan (ya banda) subah sham ye kalimat kahe.

رَضِيتُ بِاللَّهِ رَبًّا وَبِالإِسْلاَمِ دِينًا وَبِمُحَمَّدٍ نَبِيًّا
Radaitu Billahi Rabban Wa Bil-Islami Dinan Wa Bi Muhammadin Nabiyyan

To Allah Subhanahu Qayamat Ke Din Usko Jarur Khush Farma Denge .

Tarjumah: Main Raazi Hu Allah Ke RABB Hone Par, Islam Ke Deen Hone Par Aur Muhammad Sal-Allahu Alaihi Wasallam Ke Nabee Hone Par.
– (Sunan Ibn Majah, Jild 3, 751-Hasan)
– (Sahih Ibn Hibban , 870-Hasan)
*~*--۩۞۩----Mumtaz Parveen-----۩۞۩---*~*- 
●▬▬▬▬▬۩۞۩▬▬▬▬▬●


  ▄    █ ♥ Mumtaz ♥ █    ▄  
Hazrat Syeduna Anas se riwayat hai k Rehmat-e-Alam, Noor-e-Mujassam, Rasool-e-Akram ne farmaya: Quran-e-Karim main Aik Surat hai jo apne Qari k baray main jhagra karegi yahan tak k usay Jannat main dakhil kara daigi aur woh yeh Surah-e-Mulk hai. (Madani Punjsurah, Page 83)

Azab-e Qabr Se Nijaat

╠ •Al-QURAAN• ╣

Surah Al-Mulk (Tabarakallazi) Padhne Ki Fazilat...
--------------
Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!!

 Hazrat Ibne Abbas (r.a) Ne Ek Shaks Se Farmaya- “Kya Mai Tum Ko Aisi Hadees Thofa Maine Du Jis Se Tum Khush Hojavo”,

 Mahfum-e-Hadees:– "Tabarakalladhi Biyadihil Mulk" - Padha Karo Apne Ghar Valo Ko,Sare Baccho Ko, Avur Padhosiyo Ku Sikhavo,ye Surat Najaat Dene Vali Hai.apne Rab Se Padhne Valo Ke Liye Jhagdha Karegi Avur "Allah Rabbulizzat" Se Mutaalba Karegi Ke Use Azabe Jahannam Se Bachaye Us Ki Vajay Se Padhne Vala Azab Khabar Se Najaat Payega. – (Tirmidhi)

 Mahfum-e-Hadees:–  Hazrat Abuhareera (r.a) Se Rivayat Hai Ke “Rasool’Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) Ne Farmaya Hai. Qur’an Majid Ki Ek Surat 30 Ayato Wali Hai Us Ne Meri Ummat Ke Ek Shaks Ki Sifarish Ki Avur Allah Ne Us Ki Maghfirat Faramadi Ye Surat Tabarak (mulk) Hai”– (Abudavud, Nasai)

*~*--۩۞۩----Mumtaz Parveen-----۩۞۩---*~*- 
●▬▬▬▬▬۩۞۩▬▬▬▬▬●

  ▄    █ ♥ Mumtaz ♥ █    ▄  

╠ •HADEES E PAAK• ╣

Youm-e Arfa 9 Zil-Hajj ka Roza
--------------
Hazrat Abu Qatada (Radi Allahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke Rasool’Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) Ne Farmaya – "Mujhe Allah Ki Zaat Par Pukhta Yaqeen Hai Ke "Allah subhanahu Ta'ala" Youm-e Arfa (9 Zil-Hajj) KeRoze Ke Badle Guzre Hue Saal or Aane Wale Ek Saal Ke Gunah Maaf Farma Dega ( Sunan al-Tirmidhi: 749)

*~*--۩۞۩----Mumtaz Parveen-----۩۞۩---*~*- 
●▬▬▬▬▬۩۞۩▬▬▬▬▬●
  ▄    █ ♥ Mumtaz ♥ █    ▄  

*~*--۩۞۩----Mumtaz Parveen-----۩۞۩---*~*- 
●▬▬▬▬▬۩۞۩▬▬▬▬▬●

  ▄    █ ♥ Mumtaz ♥ █    ▄  

╠ •HADEES E PAAK• ╣

Ashrah e Zilhajj Me "Ek Roze" Ka Sawab
--------------
Rasool’Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) Ne Irshad Farmaya –
Allah Subhanahu Ta'ala Ke Nazdeek Zill Hajj Ke Phle Ashre Me Ibadat Karna Jis Qadar Pasandeda Hai Itna Doosre Dino Me Nahi, In Dino Me Se Har Din Ka Roza Saal Bhar Ke Rozon Ke Barabar Or Har Raat Ki Ibadat Shabe-Qadar Ki Ibadat Ke Barabar Hai.  ( Sunan al-Tirmidhi: 758,  Maja)

*~*--۩۞۩----Mumtaz Parveen-----۩۞۩---*~*-
●▬▬▬▬▬
۩۞۩▬▬▬▬▬●

  ▄    █ ♥ Mumtaz ♥ █    ▄  

╠ •HADEES E PAAK• ╣

Takbeer Parhne Ka Ashrah
--------------
"Kuch SAHABA (RA) In Dino Me Takbeeraat Kahte They Yaha Tak Ki Bazaar Me Bhi Inka Wird Karte Aur Inki Takbiraat Shuru Kar Dete.
– (sahih Bukhari)

*~*--۩۞۩----Mumtaz Parveen-----۩۞۩---*~*- 
●▬▬▬▬▬۩۞۩▬▬▬▬▬●

  ▄    █ ♥ Mumtaz ♥ █    ▄  

*~*--۩۞۩----Mumtaz Parveen-----۩۞۩---*~*- 
●▬▬▬▬▬۩۞۩▬▬▬▬▬●


  ▄    █ ♥ Mumtaz ♥ █    ▄  

╠ •Allah Is One• ╣

Ayyam-e Tashreeq (11,12,13) Zil Hijjah
--------------
" Bismillahhirrahmanirrahim*

 DHUL HIJJAH Ke 10 Dino Mese Ek Din 9 DHUL HIJJAH AISA HAI KI "ALLAH TAALA" Ne Isme Deen E Islam Ko Muqammal Hone Ki Khush Khabri Sunaayi Thi..
– (SAHIH BUKHARI)

*************
5 Roze Haraam Hain
Eid-ul-Fitr,
Eid-ul-adha,
or 3 Ayyam-e Tashreeq (Yani -11,12,13) Zil Hijjah.
*~*--۩۞۩----Mumtaz Parveen-----۩۞۩---*~*- 
●▬▬▬▬▬۩۞۩▬▬▬▬▬●
  ▄    █ ♥ Mumtaz ♥ █    ▄  

*~*--۩۞۩----Mumtaz Parveen-----۩۞۩---*~*-
     ●▬▬▬▬▬۩۞۩▬▬▬▬▬●