▄    █ ♥ Mumtaz ♥ █    ▄  
Hazrat Syeduna Anas se riwayat hai k Rehmat-e-Alam, Noor-e-Mujassam, Rasool-e-Akram ne farmaya: Quran-e-Karim main Aik Surat hai jo apne Qari k baray main jhagra karegi yahan tak k usay Jannat main dakhil kara daigi aur woh yeh Surah-e-Mulk hai. (Madani Punjsurah, Page 83)

Azab-e Qabr Se Nijaat

╠ •Al-QURAAN• ╣

Surah Al-Mulk (Tabarakallazi) Padhne Ki Fazilat...
--------------
Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!!

 Hazrat Ibne Abbas (r.a) Ne Ek Shaks Se Farmaya- “Kya Mai Tum Ko Aisi Hadees Thofa Maine Du Jis Se Tum Khush Hojavo”,

 Mahfum-e-Hadees:– "Tabarakalladhi Biyadihil Mulk" - Padha Karo Apne Ghar Valo Ko,Sare Baccho Ko, Avur Padhosiyo Ku Sikhavo,ye Surat Najaat Dene Vali Hai.apne Rab Se Padhne Valo Ke Liye Jhagdha Karegi Avur "Allah Rabbulizzat" Se Mutaalba Karegi Ke Use Azabe Jahannam Se Bachaye Us Ki Vajay Se Padhne Vala Azab Khabar Se Najaat Payega. – (Tirmidhi)

 Mahfum-e-Hadees:–  Hazrat Abuhareera (r.a) Se Rivayat Hai Ke “Rasool’Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) Ne Farmaya Hai. Qur’an Majid Ki Ek Surat 30 Ayato Wali Hai Us Ne Meri Ummat Ke Ek Shaks Ki Sifarish Ki Avur Allah Ne Us Ki Maghfirat Faramadi Ye Surat Tabarak (mulk) Hai”– (Abudavud, Nasai)

*~*--۩۞۩----Mumtaz Parveen-----۩۞۩---*~*- 
●▬▬▬▬▬۩۞۩▬▬▬▬▬●

1 comments:

quranteaching said...

There are a lot benefits of reading these surahs like Surah Mulk , Surah Rahman , Surah Waqiah , Surah Yaseen, etc..
We should all memorize these surahs so that we can read them regularly.

Post a Comment