▁ ▂ ▄ ▅ ▆ ▇ █ ♥ Mumtaz ♥ █ ▇ ▆ ▅ ▄ ▂ ▁
╠ •HADEES E PAAK• ╣
★"100 Times (100 Martaba ) Astaghfar aur Awwabeen Ki Fazilat..'..!..
--------------
» Mahfum-e-Hadees:Nabi-e-Kareem(Sallallahu
Alaihay Wasallam) Farmatey Hai –
“Jo Shakhs Astaghfar Ko Apne Uper Laazim Karle
Tou Allah Iske Liye Har Tangi Se Nikal Ne Ka Rasta Nikal Deta Hai,
Aur Har Gham-O-Pareshani Se Isey Nijaat Deta Hai,
“Jo Shakhs Astaghfar Ko Apne Uper Laazim Karle
Tou Allah Iske Liye Har Tangi Se Nikal Ne Ka Rasta Nikal Deta Hai,
Aur Har Gham-O-Pareshani Se Isey Nijaat Deta Hai,
Aur Usey Aisi Jagah Se Rizq Deta Hai, Jis Ka Usey Guman Bhi Nahi
Hota.” {Click-More..}
– (Abu Dawood,
Ibn-e-Majah)
♥ Astaghfar Ki Dua!
“Astaghfirullahi
Rabbi Min Kulli Zanbbiuw Watoobu Ilaih”
“Ya ’Allah ! Magfirat Chahta Hu Har Kism Ke Gunaah Se
Aur Mai Teri Baargah Me Taubah Karta Hu”
*~*--ஜ۩۞۩ஜ----Mumtaz Parveen-----ஜ۩۞۩ஜ---*~*-
●▬▬▬▬▬ஜ۩۞۩ஜ▬▬▬▬▬●
0 comments:
Post a Comment