▄    █ ♥ Mumtaz ♥ █    ▄  

╠ •HADEES E PAAK• ╣

Toba, Astaghfar Ki Chodah (14) Fazilat
--------------
» Mahfum-e-Hadees:Nabi-e-Kareem(Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai –
“Jo Shakhs Astaghfar Ko Apne Uper Laazim Karle
Tou Allah Iske Liye Har Tangi Se Nikal Ne Ka Rasta Nikal Deta Hai,
Aur Har Gham-O-Pareshani Se Isey Nijaat Deta Hai,
Aur Usey Aisi Jagah Se Rizq Deta Hai, Jis Ka Usey Guman Bhi Nahi Hota.” {Click-More..}
– (Abu Dawood, Ibn-e-Majah)

Astaghfar Ki Dua!
“Astaghfirullahi Rabbi Min Kulli Zanbbiuw Watoobu Ilaih”
“Ya ’Allah ! Magfirat Chahta Hu Har Kism Ke Gunaah Se Aur Mai Teri Baargah Me Taubah Karta Hu”

To Be Continue ….
☼ Tauba Astaghfar 4 (another) Fazail توبہ استغفار | All Parts:
1 2 3 4 5 6
Views: 27611

*~*--۩۞۩----Mumtaz Parveen-----۩۞۩---*~*- 
●▬▬▬▬▬۩۞۩▬▬▬▬▬●

0 comments:

Post a Comment