▁ ▂ ▄ ▅ ▆ ▇ █ ♥ Mumtaz ♥ █ ▇ ▆ ▅ ▄ ▂ ▁
╠ •HADEES E PAAK• ╣
★ Hazrat Muhamamd ﷺ Ki Zayada Padhne Wali Dua
--------------
✦ Anas Radi Allahu Anhu ne
kaha ki Rasool Rasool’Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) Zyada
Waqt Yahi Dua Maanga Karte They.
اللَّهُمَّ رَبَّنَا آتِنَا فِي الدُّنْيَا حَسَنَةً وَفِي الآخِرَةِ حَسَنَةً وَقِنَا عَذَابَ النَّارِ
اللَّهُمَّ رَبَّنَا آتِنَا فِي الدُّنْيَا حَسَنَةً وَفِي الآخِرَةِ حَسَنَةً وَقِنَا عَذَابَ النَّارِ
♥ Al-Quraan: “Rabbana Atina
Fid-Dunya Hasanatan Wa Fil ‘Akhirati Hasanatan Waqina ‘Adhaban-Naar””
– (Surah(2) Baqrah; Aayat: 201)
*Tarjuma: Aur Baaz Bandey Aise
Hai Ki Jo Dua Karte Hai Ki –
“Aye Mere Palney Wale! Mujhe Duniya Me Neymate Dey Aur
Aakhirat Me Sawab Dey, Aur Dojakh Ki Aag Se Bacha”
Aakhirat Me Sawab Dey, Aur Dojakh Ki Aag Se Bacha”
– Iski Agli Aayat me Allah Rabbul Izzat ne Aesi Dua Mangne Walo
Ke Talluk Se Farmaya –
“Yahi Wo Log Hai Jinke Liye Apni Kamayi Ka Hissa Chain Hai” – (2:202)–
# SABAQ: Lihaja
Jo Duniya Aur Aakhirat Ki Kamiyabi Talab Karte Hai ,
Wo Qasrat Se Apne Rab Se Yeh Dua Karte Hai:
“Rabbana Atina Fid-Dunya Hasanatan Wa Fil
‘Akhirati Hasanatan Waqina ‘Adhaban-Nar” –
‘Akhirati Hasanatan Waqina ‘Adhaban-Nar” –
*~*--ஜ۩۞۩ஜ----Mumtaz Parveen-----ஜ۩۞۩ஜ---*~*-
●▬▬▬▬▬ஜ۩۞۩ஜ▬▬▬▬▬●
0 comments:
Post a Comment