✦Biddat:
Rajab ke mahine me kasrat se Umrah karna.
Hazrat Aisha r.a. farmati hai: Rasool’Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam ne
mahe Rajab me kabhi Umrah nahi kiya.
–(Sahih al Bukhari, baab-3,
Hadith- 1776.
*********
Pahle Rajab ko Hazari namaz padhna.
“Pandrahwi (15) Rajab ko Umme Dawood ki namaz padhna.
» Salaat al-raghaa’ib padhna
» Maahe Rajab ki 22 tarikh ko Imam Zafar Siddique ke
niyaz ke taur par Kheer pakana.
» 22 Rajab ko kunde bharna
» Maahe Rajab ki 27 ki raat ko jagna
» Is khaas din Murde ke Rooho ko sadaqat wa khairaat
karna
» Bilkhusus Is maah ko kabro ki ziyarat karna khaas kar Nabi
ѕαℓℓαℓℓαнυ αℓαyнє ωαѕαℓℓαм ki kabr ki ziyarat karna.
» Makhsus Duae padhna.
✦ In biddato se door rahe. In kaamo ko na Aap ѕαℓℓαℓℓαнυ
αℓαyнє ωαѕαℓℓαм na hi sahaba na hi khulfa e Rashedeen na
hi tabaeen aur na hi Tabe-Tabaeen ne kiya. In biddat se hame jihad karna hai
apne hath se apne zuban se apne Dil se aur yahi Rasool Allah ѕαℓℓαℓℓαнυ αℓαyнє
ωαѕαℓℓαм ka farman hai.
✦ Rasool’Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) Ne
Farmaya - ki Jab bhi Kabhi ek Rasool bheja jata tha to uske kuch hawari aur
sahaba hote the, wo sahabi , apne nabi ki sunnato(tariko) ko mazbuti se pakad
lete the aur usi pe jame rahte the. Fir hamesha aisa hua hai ki unke baad kuch
aise log paida hue hai JO KAHTE WO THE JO KARTE NA THE, AUR KARTE WO THE JISKA
HUKM BHI NAI HUA THA. To sunlo jo unse JIHAD KAREGA APNE HATHO SE, APNE ZUBAN
SE, APNE DIL SE WO MOMIN HOGA, aur iske baad EEMAN TO RAAI KE DANE KE BARABAR
BHI NAHI HAI.
–(Sahih Muslim,The
Book of Faith (Kitab Al-Iman) [001:0081].
*~*--ஜ۩۞۩ஜ----Mumtaz Parveen-----ஜ۩۞۩ஜ---*~*-
●▬▬▬▬▬ஜ۩۞۩ஜ▬▬▬▬▬●