╠ •HADEES E PAAK• ╣

Biwi Aur Shohar
--------------
Hazrate Abdullah Ibne Abbas Radiallaho Ta'ala Anhu Se Riwayat Hai Ki 
Piyare Aaqa (Sallallaho Alaihi Wasallam) Ne Irshad Farmaya-

"Mujhe Dozakh (Jahannam) Dikhai Gayi, Maine Waha Aurato Ko Jyada Paya, Wajah Ye Hai Ki Ye Kufr Karti Hai"

Sahab-E-Kiram Ne Arz Kiya"Kya Wo ALLAH Ke Sath Kufr Karti Hai"? Aap Sallallaho Alaihi Wasallam Ne Irsad Farmaya"Nahi! Wo Shohar Ki Nashukri Karti Hai.
– (Jo Ke Ek Tarah Ka Kufr Hai)

Aur Uska Ehsaan Nahi Manti. Agar Tu Kisi Aurat Se Umar Bhar Ehsaan Aur Neki Ka Sulooq Kare

Lekin Ek Baat Bhi Khilafe Tabiyat Ho Jaye,To Jhat Keh Dengi Ki Maine Tuzse Kabhi Aaram Aur Sukun Nahi Paya".
– (Bukhari Sharif Jild 1, Bab No 21, Safa 109, Hadees No 28)


*~*--۩۞۩----Mumtaz Parveen-----۩۞۩---*~*- 
●▬▬▬▬▬۩۞۩▬▬▬▬▬●


1 comments:

Anonymous said...

salam bohat c isi ortan hoti hn jo hallat ko bardasht nai kartn

Post a Comment