╠ •AL- Quraan• ╣
★Quran
Ka Fesla
---------------
Gandiya (Dirty women) gandon (Dirty men) ke Liye aur gande gandiyo ke Liye aur Suthriya (Clean women) suthron (Clean men) ke Lie aur Suthre suthriyo ke Lie.[ S.NOOR(24) :26 ]---------------
Badkaar mard NIKAH na kare magar badkaar aurat ya shirkwali se aur Badkaar aurat se NIKAH na kare magar badkar mard ya mushrik & Ye kam Imanwalo par Haraam hy.[ S.NOOR(24): 3 ]
»»»► Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) Ne Farmaya:"Dusro Ki Aurton Se Door Raho, Tumhari Aurtein Bhi Paak Daaman Rahegi"
[ Mustadrak, Hadis No.7258 ]
»»»► Ay Shakhs Agar Tu Aqal Mand Hai Tu Is ko Jaan Le, Jo Zina/Burai Krta Hai Wo Apne GHAR Ki Taraf RASTA Deta Hai, Zina se tangdasti atti he.
allah ham sab ki isse hifazat farmaye. Aameen
*~*--ஜ۩۞۩ஜ----Mumtaz Parveen-----ஜ۩۞۩ஜ---*~*-
●▬▬▬▬▬ஜ۩۞۩ஜ▬▬▬▬▬●
0 comments:
Post a Comment