▁ ▂ ▄ ▅ ▆ ▇ █ ♥ Mumtaz ♥ █ ▇ ▆ ▅ ▄ ▂ ▁
╠ •HADEES E PAAK• ╣
★Surah Al-Mulk (Tabarakallazi) Padhne Ki Fazilat...
--------------
♥ Hazrat Ibne Abbas (r.a) Ne Ek
Shaks Se Farmaya- “Kya Mai Tum Ko Aisi Hadees
Thofa Maine Du Jis Se Tum Khush Hojavo”,
♥ Mahfum-e-Hadees:– "Tabarakalladhi Biyadihil Mulk" - Padha Karo Apne Ghar Valo Ko,Sare Baccho Ko, Avur Padhosiyo
Ku Sikhavo,ye Surat Najaat Dene Vali Hai.apne Rab Se Padhne Valo Ke Liye
Jhagdha Karegi Avur "Allah
Rabbulizzat" Se Mutaalba Karegi Ke
Use Azabe Jahannam Se Bachaye Us Ki Vajay Se Padhne
Vala Azab Khabar Se Najaat Payega. – (Tirmidhi)
♥ Mahfum-e-Hadees:– Hazrat Abuhareera (r.a) Se Rivayat Hai Ke “Rasool’Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) Ne Farmaya Hai. Qur’an Majid Ki Ek Surat 30 Ayato Wali Hai Us Ne Meri Ummat Ke Ek Shaks Ki Sifarish Ki Avur Allah Ne Us Ki Maghfirat Faramadi Ye Surat Tabarak (mulk) Hai”. – (Abudavud, Nasai)
♥ Mahfum-e-Hadees:– Hazrat Abdullah bin Masood Ne Farmaya Ke : *Surah Tabarak ( surah almulk )* Azaab Qabar Se Rukawat Ka Baais Hai.”.
– (Al-Silsila-tus-Sahiha Hadees # 2858)
*~*--ஜ۩۞۩ஜ----Mumtaz Parveen-----ஜ۩۞۩ஜ---*~*-
●▬▬▬▬▬ஜ۩۞۩ஜ▬▬▬▬▬●
0 comments:
Post a Comment