▄    █ ♥ Mumtaz ♥ █    ▄  

╠ •HADEES E PAAK• ╣

Akhlaq-e Rasool "Allah" (S.A.W)
--------------
Nawas Bin Samaan Ansari (Razi’Allahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke,Maine Rasool’Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) Se Neki Aur Gunaah Ke Baare Me Poocha Tou Aap Ne Farmaya –“Neki Ache Akhlaaq Ka Naam Hai Aur Gunah Jo Tere Seeney Me KhatkeAur Tujhe Pasand Na Ho Ke Log Usey Jaaney.”[Red-More..]
(Sahi Muslim #2553)


╠ •HADEES E PAAK• ╣
Hazrat Aisha (R.A) Anha Ka bayaan Hai Ke Rasool’Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) Ne Irshaad Farmaya – Allah Ki Nazar Me Badtareen Aadmi Qayamat Ke Roz Wo Hoga Jiski Badzabani or Fehesh Kalami Ki Wajah Se Log Isse Milna Chhor Den.”
– 
(Sahi Muslim - Bukhari)

*~*--۩۞۩----Mumtaz Parveen-----۩۞۩---*~*- 
●▬▬▬▬▬۩۞۩▬▬▬▬▬●

0 comments:

Post a Comment