▁ ▂ ▄ ▅ ▆ ▇ █ ♥ Mumtaz ♥ █ ▇ ▆ ▅ ▄ ▂ ▁
╠ •Al-QURAAN• ╣
★"Adab Wale (Yani-Mohtram) 4 (Chaar-For) Four Mahine :-
--------------
“✦ Al Quran:” Beshak Allah ke yahan mahino ki ginti barah mahine hai , Allah ki kitab mein jis din se Allah ne zameen aur aasman paida kiye unmein se char hurmat wale hain (Dhul Qaida, Dhul Hijja,Muharram,Rajab) yahi seedah deen hai isliye inmein ( in mahino mein) apne upar zulm na karo ( yani gunah ke kaam na karo)
– [ Surah E Tawba : Ayaat No. 36 ]
“✦ Hadith:” Abu Bakra Radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah (Sal-Allahu Alaihi Wasallam) Ne Farmaya - Saal barah mahine ka hota hai , unmein chaar hurmat ke mahine hain , teen to ek ke baad ek Dhul Qaida, Dhul Hijja aur Muharram aur ek Rajab jo jamadil aakhir aur shaban ke darmiyan hota hai
– [ Sahih Bukhari, Vol 6, 5550 ]

Hurmat Wale Mahine Chaar Hain aur Inmein ( khas karke) Apne Upar Zulm Na Karo (yani Gunah Na Karo) :-
11-Zul-Qa’dah
12-Zul-Hijjah
1-Muharram
7-Rajab
[ Tafsir ibne Kasir, Vol : 10, Page : 465 ]
***********
✦ 7-Rajab (Rajab Ke Roze)
----------
✦ Uthman Bin Hakim Ansari Radi Allahu Anhu Se Rivayat Hai Ki Unhone Saeed Bin Zuber Radi Allahu Anhu Se Rajab Ke Rozo Ke Bare Mein Pucha Aur Ye Sawal Rajab Ke Mahine Mein Hi Kiya To Unhone Kaha Ki Maine Ibn Abbas Radi Allahu Anhu Se Suna Ki Rasool-Allah (Sal-Allahu Alaihi Wasallam) “ (Lagatar) Roze Rakhte They “ Aur Itne Rakhte They Ki Hum Samajhte They Ki Ab Iftar Nahi Karenge , Aur Iftar Karte They Yaha Tak Ki Hum Samajhte Ab Roze Nahi Rakhenge.
– (Sahih Muslim , Jild 3 , 2726

*~*--ஜ۩۞۩ஜ----Mumtaz Parveen-----ஜ۩۞۩ஜ---*~*-
●▬▬▬▬▬ஜ۩۞۩ஜ▬▬▬▬▬●
0 comments:
Post a Comment