▄    █ ♥ Mumtaz ♥ █    ▄  
Naqsh-e Qadam Nabi Ke Hain Jannat Ke Raaste,
Allah Se Milate Hain Sunnat Ke Raaste

╠ •HADEES E PAAK• ╣

Bida't Kya Hai
--------------
HRasool’Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) Ka irhade Girami - “Mat Jhoot Baandho Mere Upar, Jo koi Mujh Pe Jhoot Baandhega Wo Jahannum Me Jayega” {Click-More..}
 (Sahih Bukhari, Kitab ul Ilm, Hadees# 106)

Ahadees Jo Cheez Deen Me Naye Ho Ijaad Ki Gayi Ho Usse Kehte Hain Biddat.. Harr Woh Naye Cheez Jo Kitab Wa Sunnat Aur Salaf Wa Suwaleheen Se Sabit Nahi Woh Biddat Hai Jaise Milad-un-Nabi, Baarsi, Tejam, Chalisa, Wagairah

Khas taur se Bidat ka matlab un kaamo se hai, Jo Allah aur Uske Rasool ko na-Pasand ho, aur unka Hukm Allah aur uske Rasool ki taraf se na ho….–
 (Tirmizi)

Aap (S.A.W) Ki Aaakhri Wasiyat
--------------
Rasool’Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) Ne Irshaad Farmaya Aur Kaha:
» Fa-Inna Khairal Hadeesi Kitabullahi-(Sabse Behtareen Baat! Allah Ke Kitaab (Ki Baat) Hai)
» Wa Khairal Hadyi-Hadyu Muhammadin-(Sabse Behtareen Tareeka Mohammad() Ka Hai)
» Wa-Shar-Al Umoori Muh-Dasaa-Tuha-(Sabse Badtareen Kaam “Deen Me Ijad Karda) Cheeze Hai”
» Wa kullu mohdasatin Bidah-(Aur Har Ijad Karda Cheez Biddat Hai)
» Wa kullu bidatun Zalala -(Aur Har Biddat Gumrahi Hai)
» Wa kullu Zala-La-Tin Fin-Naar -(Aur Har Gumrahi Ka Thikana Jahannum Ki Aag Hai)
– (Bukhari; 3197: Muslim; 4822: Ahmad; 11372)
– (Sunan Ibn Majah, Vol-1, Hadees-43)
– (Tirmizhi; 2565: Hakim Mustadrak; 1/218)


Masjid E Nabawi Ki Ziyarat Ke Waqt Ki Jane Wali Galtiya or Biddate. {Read-more..}

To be Continue …
☼ Bida't Kya Hai | All Parts:
Views: 30625
*~*--۩۞۩----Mumtaz Parveen-----۩۞۩---*~*- 
●▬▬▬▬▬۩۞۩▬▬▬▬▬●

0 comments:

Post a Comment