╠ •HADEES E PAAK• ╣
★Khabardar Tum Meri Qabar Ko Mela Gah Na Banana
--------------
♥ Mahfum-e-Hadees:– Rasool’Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) Ne Farmaya –Tum Log Qabron Ko Sazda-Gaah Na Banana, Me
Tumhe Isse Mana Karta Hun. Mazeed Farmaya - Tum Log Meri
Qabar Ko But Na Banana, Door Se Hi Mujhpar Darood Parh Lena, Tum Jahan Kahin Par Bhi Honge Tumara Darood Mujh Tak Pahunch
Jayega. {Read-more..}
[ Bukhari Share] kkkkk
♥ Mahfum-e-Hadees:– Rasool’Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) Ne Farmaya – Aye Meri Ummat Ke Logo! Khabardaar Ho Jao, Tum Se Pehle Jo Log Guzre Hai, Wo Apne Ambiya Aur Awliya Ki Qabron Ko Ibadat Gaah Banaa Lete Te. Khabardar Tum Qabron Ko Ibadat Gaah Na Banana, Main (Sallallahu Alaihi Wasallam) Tumhe Aisa Karne Se Manaa Karta Hoon.
– (Muslim:1188)
♥ Mahfum-e-Hadees:– Rasool’Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) Ne Dua Ki Ke Aye Allah Meri Qabr Ko Tu Bot Na Banana Ke Uski Ibadat Ki Jaye.
– (Muatta Malik:9/88)
♥ Mahfum-e-Hadees:– Rasool’Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) Ne Hukm Diya Ke Meri Qabr Par Barbaar Laut Kar Na Aana Aur Na Mela Lagana. {Read-more..}
[ Bukhari Share] kkkkk
♥ Mahfum-e-Hadees:– Rasool’Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) Ne
Farmaya – Allah ki LAANAT ho Yahudiyon Aur Isaiyon Ke
Upar, Jinho Ne Apne Ambiya Ki Qabron Ko Sajda-Gaah Banaa Liya.
– (Bukhari:435)
– (Bukhari:435)
♥ Mahfum-e-Hadees:– Rasool’Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) Ne Farmaya – Aye Meri Ummat Ke Logo! Khabardaar Ho Jao, Tum Se Pehle Jo Log Guzre Hai, Wo Apne Ambiya Aur Awliya Ki Qabron Ko Ibadat Gaah Banaa Lete Te. Khabardar Tum Qabron Ko Ibadat Gaah Na Banana, Main (Sallallahu Alaihi Wasallam) Tumhe Aisa Karne Se Manaa Karta Hoon.
– (Muslim:1188)
♥ Mahfum-e-Hadees:– Rasool’Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) Ne Dua Ki Ke Aye Allah Meri Qabr Ko Tu Bot Na Banana Ke Uski Ibadat Ki Jaye.
– (Muatta Malik:9/88)
♥ Mahfum-e-Hadees:– Rasool’Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) Ne Hukm Diya Ke Meri Qabr Par Barbaar Laut Kar Na Aana Aur Na Mela Lagana.
– (Musnad Ahmad:2/367)
*~*--ஜ۩۞۩ஜ----Mumtaz Parveen-----ஜ۩۞۩ஜ---*~*-
●▬▬▬▬▬ஜ۩۞۩ஜ▬▬▬▬▬●
0 comments:
Post a Comment