╠ •HADEES E PAAK• ╣
★Shab-e Barat Ki Haqeeqat
--------------
Baaz log Shaban ke Maheene Mein 15th Shab Ko Shab-E-Barat Ke Naam Se Yaad Kiya Jata Hai …!!! Aur Unke Ulama Shab-e-Qadr Jaisi Fazilate Bayan Karte Hain…
A Aqeeda Rakte hy Is Raat Infiradi Wa Ijtimayee Ibadato Ka Ahtimam Kiya Jata Hai … Atish baziya Ki Jati Hain… Masjido Main Chiragha Kiya Jata Hai … Bewa Aurte Ye Samajhti Hain Ke Unke Shoharo Ki Roohe Is Raat Aati Hain Isliye Behtreen Qism Ke Pakwan Tayyar Karke Unka INtezar Karti hain ..!! Aisa Biddat ke Amale hamare Mashre Paya jata hy….

Aur wo Log
Shaban Ki 15wi Raat Ki Fazilat Main Jo Bhi Hadeese Bayan Ki Jati Hain Sab Ki
Sab "Mozoo Ya Zaeef Hain … Isi Tarhan Is Raat Ki Ibadato ke silsile Main Jo Bhi
hadees bayan Ki Jati Hain Woh Sari Mozoo (unAuthentic) Hain..!!!!
Unki Daleel: Abu Musa Al-Ashari Radi-Allahu-Anhu se rivayat hai ki Rasool’Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) Ne Farmaya - Allah subhanahu nisf Shaban ki raat ( 15 shaban) ko tamam makhluq ki bakhshis farma detey hain siwaye shirk karne wale ke aur keena rakhney wale ke
– (Sunan Ibn Majah, Vol 1 , # 1390{ Zaif} al-Zawaa’id kehte hy iska Sanad Zaif hy aur al-Waleed ibn Muslim “Mudallis hy)
– (Daaraqutni in al-‘Ilal, 6/50, 51 kehte hy A Hadee Sabit nahi hy)
★For the sake of Argument A hadees sahii bhi manliya jaye Lekin Is Hadees main Is Raat Ke Liye Maksoos khas Ibadat Karne Ki Na Koee Daleel Hai Aur Na hi Kisi Ibadat Ka Hukum Diya Gaya Hai ..
Aur Jahan Tak Logo Ki Maghfirat Ki Baat Hai Tu Yeh Sirf isi Raat Ke Sath Khas Nahin Hai Balke Yeh To Har Din Hota Hai .. Jaisa Ke Saheeh Hadees Se Sabit Hai Ke.. Allah SWT Har Din Akhri Raat Ke Pehar main Sama Dunia Per Aata Hai AUr Yeh Ailan Karta Hai Ke : Kon Hai Jo Mujhe PUkare Phir Main Uski Dua Ko Qabool Karon, Kaun Hai Jo Mujhse Sawal kare AUr Main Use Doo, Kaun Hai Jo Mujh Se Maghfirat Talab Kare AUr Phir Main uski Maghfirat Kardon “
Isse Malum Hua Ke Gunaho Ki Maghfirat Ka Kaam hamesha Hota Rehta HaiYeh Sirf Shab-e-Barat Ke Sath Khas Nahin…!!
Haqeeqat yeh Hai Ke Shab-E-Barat Ka Islam Se Koee Taulluq Nahin Hai Ise Ijad Karne Wale Raafdi Hain ..!!
Ab Koee Yeh Kahe Ke Hum Is Raat Ibadat Hi To karte Hain To Isme Burayee Kya Hai .. Burayee Ibadat Main Har Giz nahin Hai Burayee Hai is Baat Main Ke Jo Baat Rasool’Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne Nahin Batayee Woh Hum Kaise Kar SakTe Hain ?
Ek Insan Agar Asr Ke 4 Farzo Ki jagah 5 Parhne Lage To Kya WOh Sahee HOga? Hargiz Nahin Jabke Woh Ek Rakat Namaz Hi ZYada parh Raha Hai Per Rasool’Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne 4 Bataye Hain To Hum Usse Zyada Ya kam Nahin Kar Sakte…
Isi Tarhan Ibadat Allah SWT ke Yahan WOh Qabool Hogi Jiske Karne Ka Hukum Rasool’Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) Ne Diya Hai …
Aur Shab-e-Barat Ki Ibadat Kisi Bhi Sahee Ahdees Se Sabit Nahin….
Zara Sochiye Ke Agar Yeh Itni Fazilat Wali Raat Hoti To KYa Sahaba ikram Is Raat Ko Ibadat Nahi Karte????? Koee Ek Bhi Wakhiya Sahaba ikram se Sabit Nahin Ke Un Logo Ne Is Raat Ko Khas Ibadat Nahi ki hy … Jo Khas Ibadat Ki Raat Hai WOh To Ramadan Ki Shab-e-Qadr Hai Usme Jitni Chahe Ibadat Karein…!!
Ek Baat Yaad Rakhein Ke Allah SWT Us Ibadat Ko Qabool Karta Hai Jisme Niyat Khalis Allah Ki Raza Ki Ho AUr Tareeqa Khalis Rasool’Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) Ka Ho ..!!!!
Akhri Baat Berelwi Aur Deoband Logo Yaad Rakho : JO Amal Aap karte ho Nabi faramte hy ke wo Mardood( Rejected) hy….. “” “Ayesha r.a. riwayat karti hai ki Mohammad s.a.w. ne farmaya ki Jisne hamare is deen me kuch aisi baat shamil ki jisme hamara Amal Nahi hy to wo mardud(Rejected) hai….
– (Sahih al bukhari, had-2697 Sahih Muslim, had-1718.}.

*~*--ஜ۩۞۩ஜ----Mumtaz Parveen-----ஜ۩۞۩ஜ---*~*-
●▬▬▬▬▬ஜ۩۞۩ஜ▬▬▬▬▬●
0 comments:
Post a Comment