▁ ▂ ▄ ▅ ▆ ▇ █ ♥ Mumtaz ♥ █ ▇ ▆ ▅ ▄ ▂ ▁

╠ •HADEES E PAAK• ╣

★Achchi Taqdeer Ke Liye Dua
--------------
" Aisha Radi Allahu Anha Se Rivayat Hai Ki Rasool’Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) Ne Unhe Ye Dua Sikhaee Thi.

*اللَّهُمَّ إِنِّي أَسْأَلُكَ أَنْ تَجْعَلَ كُلَّ قَضَاءٍ قَضَيْتَهُ لِي خَيْرًا*
Allahumma Inni Asaluka An Taj'al Kulla Qada'in Qadaytahu Li Khairan


♥ Tarjumah:Ya Allah Main Tujhse Dua Karta Hun Ki Har Wo Faisla Jo Tu Mere Baare Mein Kare Usko Mere Haq Mein Behtar Farma De
– (Sunan Ibn Majah, Jild 3, 727-Sahih)

✦ Salman Farsi Radi Allahu Anhu Se Rivayat Hai Ki Rasool’Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) Ne Farmaya - Dua Ke Siwa Taqdeer Ko Koi Cheez Lauta Nahi Sakti,Aur Neki Ke Siwa Koi Cheez Umar Mein Ezafa Nahi Kar Sakti.
– (Al-Silsila As-Sahiha , 2992-Hasan)
– (Tabrani Dua, Hadith 26-Hasan)

*~*--ஜ۩۞۩ஜ----Mumtaz Parveen-----ஜ۩۞۩ஜ---*~*- 
●▬▬▬▬▬ஜ۩۞۩ஜ▬▬▬▬▬●




0 comments:

Post a Comment