▁ ▂ ▄ ▅ ▆ ▇ █ ♥ Mumtaz ♥ █ ▇ ▆ ▅ ▄ ▂ ▁
╠ •HADEES E PAAK• ╣
★Top Islamic Daily Dua aur Azkar
--------------
"Bismillahirrahmanirrahim*
✦ *Allahu Akbaru Kabira Wa Al-Hamdu Lillahi Kathira*
Allahu Akbar Kabira Wa Al-Hamdu Lillahi Kathira, Wa Subhan-Allahi Bukratan Wa Asila
Rasool’Allah ѕαℓℓαℓℓαнυ αℓαyнє ωαѕαℓℓαм - Ne Sunkar Farmaya Ki Kisne Ye Kalimat Padhe Us Shaksh Ne Kaha Ki Maine, To Aap ﷺ Ne Farmaya - Is Kalme Ki Wajah Se Aasman
Ke Darwaze Khol Diye Gaye Ibn Umar Radi Allahu Anhu Ne Farmaya Us Din Ke Baad Se Maine Is
Kalimat Ko Kabhi Nahi Chorha Jis Waqt Se Rasool’Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) Ne Ye Irshad Farmaya Tha
– (Sunan Nasaii, Jild 1, 889-Sahih)
-------------
♥ Mahfum-e-Hadees, 2: Rasool’Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) Ne Farmaya - Jo Koi Dil Se
الْحَمْدُ لِلَّهِ رَبِّ الْعَالَمِينَ
Alhamdulillahi Rabbil Aalamin
Kahega (Yani Zuban Ke Saath Dil Se Bhi Iska Yakeen Ho Ki Tamam Tarife Allah Ke Liye Hain Aur Wahi Sare Jahan Ka Palne Wala Hai) To
Uske Liye 30 Nekiya Likhi
Jayegi Aur 30 Gunah Mita Diye Jayenge
– (Masnad Ahmed, 7813-Sahih)
-------------
♥ Mahfum-e-Hadees, 3: Rasool’Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) Ne Farmaya - Do Kalme Jo Zuban Par Halke Hain Aur Meezan (Taraju) Mein Bahut Bhari
Hain Aur Rahmaan Ko Bahut Aziz Hai
سُبْحَانَ اللّهِ وَ بِحَمْدِهِ ، سُبْحَانَ اللّهِ الْعَظِيمِ
Subhanallahi Wa Bihamdihi, Subhan-Allahil-Azeem
– (Sahih Bukhari, Jild 6, 6406)
-------------
♥ Mahfum-e-Hadees, 4: Rasool’Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) Ne Farmaya -
لاَ حَوْلَ وَلاَ قُوَّةَ إِلاَّ بِاللَّهِ
La Hawla Wa La Quwwata Illa Billah Zyada Padha Karo Kyunki Ye Jannat Ke Khazano Mein Se Ek Khazana Hai
– (Jamia Tirmizi,Jild 2, 1524-Sahih)
-------------
♥ Mahfum-e-Hadees, 5: Ek Ansari Sahabi Se Rivayat Hai Ki Maine Rasool’Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) Ko Namaz Ke Aakhir Mein 100 Baar Ye Dua
Padhte Huye Suna Hai
اللهُمَّ اغْفِرْ لِي وَتُبْ عَلَيَّ إِنَّكَ أَنْتَ التَّوَّابُ الْغَفُورُ
Allahumma Agfirli Wa Tub Alayya Innaka Antat-Tawwabul-Gafoor
Tarjuma : Eh Allah Mujhe Bakhsh De Aur Meri Tauba Qubul Farma Yakeenan Tu Hi Tauba Qubul Karne Wala Aur Bakhshne Wala Hai
– (Masnad Ahmed, 22546-Sahih)

*Wa Subhan-Allahi Bukratan Wa Asila*
-------------
✦ *Alhamdulillahi Rabbil Aalamin*
-------------
✦ *Subhan Allahi Wa Bihamdihi*
*Subhan Allahi Al-Azim*
-------------
✦ *La Hawla Wa La Quwwata Illa Billah*
-------------
✦ *Allahumma Agfirli Wa Tub Alayya*
*Innaka Antat-Tawwabul-Gafoor*
-------------
♥ Mahfum-e-Hadees, 1: Ibn Umar Radi Allahu Anhu Se Rivayat Hai Ki Hum Log Rasool’Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) Ke Saath Namaz Mein Mashgul They Ki Ek Shaksh Ne Kaha
اللَّهُ أَكْبَرُ كَبِيرًا وَالْحَمْدُ لِلَّهِ كَثِيرًا وَسُبْحَانَ اللَّهِ بُكْرَةً وَأَصِيلاً

*~*--ஜ۩۞۩ஜ----Mumtaz Parveen-----ஜ۩۞۩ஜ---*~*-
●▬▬▬▬▬ஜ۩۞۩ஜ▬▬▬▬▬●
0 comments:
Post a Comment