▄    █ ♥ Mumtaz ♥ █    ▄  

╠ •HADEES E PAAK• ╣

"Dhul-Hijjah Ke Shuru Ke 9 Din Roze Rakhne Ki Fazilat *!....
--------------
" Bismillahhirrahmanirrahim*

 Hunaydah ibn Khalid apni biwi se rivayat karte hain ki Rasool’Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) Ne Farmaya - Ki Jawza (Biwi) Ne Farmaya - Ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam Dhil-Hijjah Ke Shuru Ke 9 Din Roze Rakha Karte They{lsn-Vdo..}
– (Sunan Abu Dawud, Vol 2, 665-Sahih)

*************
 Hadith: In Das Dino Mein Zyada Se Zyada
---------
Tahleel (La Ilaha Illallah) 
Takbeer ( Allahu Akbar) ,
Aur 
Tamheed (Alhamdulilah) Padha Karo

 Hazrat Abdullah Ibn Umar Radi Allahu Anhuma Se Rivayat Hai Rasool’Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) Ne Farmaya - "Allah" Subhanahu Ke Nazdeek Koi Amal Itna Mehboob Aur Ba-Azmat Nahi Jitna Wo Amal Hai Jo In Das Dino ( Yani Dhil Hija Ke Pahle 10 Din) Mein Kiya Jaye , Isliye Tum In Das Dino Mein Zyada Se Zyada Tahleel (La Ilaha Illallah) Takbeer ( Allahu Akbar) , Aur Tamheed (Alhamdulilah) Padha Karo
– (Masnad Ahmad, Jild 7 , 224-Sahih)

*~*--۩۞۩----Mumtaz Parveen-----۩۞۩---*~*- 
●▬▬▬▬▬۩۞۩▬▬▬▬▬●

0 comments:

Post a Comment