╠ •HADEES E PAAK• ╣

10 Muharram Ke Roze Ki Fazilat
--------------
Hazrate Abu Hurairah (Razi’Allahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki,
Rasool’Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) Ne Farmaya –
“Sab Rozo Me Afzal Ramzan Ke Baad Muharram Ke Roze Hain,
Jo Allah Ka Mahina Hai Aur Baad Namaz-e-Farz Ke Tahajjud Ki Namaz Hai”.
– (Sahih Muslim , Vol-3, 2755)

 Mahfum-e-Hadees: Hazrate Abu Hurairah (Razi’Allahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki,
Ek Sahabi Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ki Khidmat Me Hazir Hokar Arz Karney Laga Ki:

“Ramzan Ke Baad Sabse Ziyada Fazilat Kaun Se Rozo Ki Hai?”
*Tou Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya –
“Allah Ka Mahina Jise Tum Muharram Kahte Ho”.
– 
(Sunan Ibn Majah, Vol-1, # 1742 (Sahih

*~*--۩۞۩----Mumtaz Parveen-----۩۞۩---*~*- 
●▬▬▬▬▬۩۞۩▬▬▬▬▬●

0 comments:

Post a Comment