▄    █ ♥ Mumtaz ♥ █    ▄  
╠ •HADEES E PAAK• ╣
Tauba O Astagfaar Ki Fazilat:
--------------
Mahfum-e-Hadees: Hazrat Ibne Abbas (r.a) Anha Se riwayat hai Ke Rasool’Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) Ne Farmaya – Jo shaksh Astagfaar ko apne upar lazim kar le, to Allah iske liye har tangi se nikalne ka rasta nikaal deta hai or har gham o preshaani se ise nijaat deta hai. Or ise aisi jagah se or is trah rizq bhem pahunchaata hai jis ka isko gumaan bhi nahi hota.
– (Abu Dawood, # Sunan ibn Majah, # Musnad ahmad)

*~*--۩۞۩----Mumtaz Parveen-----۩۞۩---*~*- 
●▬▬▬▬▬۩۞۩▬▬▬▬▬●

0 comments:

Post a Comment