▄    █ ♥ Mumtaz ♥ █    ▄  

╠ •HADEES E PAAK• ╣

Neik Kaam Ki Qubuliyat Ke Liye Dua
--------------
رَبَّنَا تَقَبَّلْ مِنَّا ۖ إِنَّكَ أَنتَ السَّمِيعُ الْعَلِيمُ
--------
"Rabbana Taqabbal Minna Innaka Antas-Sameeul Alim"

--------
وَإِذْ يَرْفَعُ إِبْرَاهِيمُ الْقَوَاعِدَ مِنَ الْبَيْتِ وَإِسْمَاعِيلُ رَبَّنَا تَقَبَّلْ مِنَّا ۖ إِنَّكَ أَنتَ السَّمِيعُ الْعَلِيمُ
--------
اور جب ابراہیم اور اسمٰعیل بیت الله کی بنیادیں اونچی کر رہے تھے (تو دعا کئے جاتے تھے کہ) اے رب ہم سے یہ خدمت قبول فرما۔ بےشک تو سننے والا (اور) جاننے والا ہے
--------
Aur Jab Ibrahim Aur Ismaeel Alaihi Salam Baitullah Ki Bunyadien Unchi Kar Rahe They ( To Ye Dua Padhte Ja Rahe They) Eh RABB Humse Ye (Khidmat) Qubul Farma Beshak Tu Sunne Wala Aur Janne Wala Hai
(Al Quran Surah Baqara(2), 127)

*Tarjuma: Aur Woh Wakt Yaad Karo Jab Ibrahim aur Ismayeel (Alahi Salato Salam)
Khanay-e-Kaba Ki Buniyadey Buland Kar rahe They (Aur Dua) Mangtey Jatey They Ki 

# SABAQ: Apne Nek Amal Ke Waseele Apne Rab Ko Razi Karne Ke Liye
Quran-e-Kareem Me Humari Rehnumayi Ke Liye Behtareen Dua Ka Tazkira Kiya Rabbul Izzat ne ,.. Lihaja Hume Chahiye Ke Jo Bhi Nek Amal Karey Uske Sath Ye Dua bhi Jarur Karey –

*~*--۩۞۩----Mumtaz Parveen-----۩۞۩---*~*- 
●▬▬▬▬▬۩۞۩▬▬▬▬▬●

0 comments:

Post a Comment