▄    █ ♥ Mumtaz ♥ █    ▄  

╠ •HADEES E PAAK• ╣

"Allah” Ke Siwa Kisi Ki Bhi Qasam Khana Shirk Hai.,!...
--------------
"♥ Mahfum-e-Hadees:–  Rasool’Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) Ne Farmaya –
“Jo Shaks Ghairullah Ki Qasam Khata Hai Wo Shirk Karta Hai.”
– (Abu Dawud, 3251
Classed as Sahih Al-Albani in Sunan Abi Dawud)


"
♥ Mahfum-e-Hadees:– Hazrat Abdullah Ibn Umar Radi Allahu Anhuma Se Rivayat Hai Ki Rasool’Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) Ne Farmaya –  Allah Ke Siwa Kisi Ki Ki Bhi Qasam Khana Shirk Hai.
– (Al-Silsila As-Sahiha, 1073)

♥ Mahfum-e-Hadees:–  Abdullah Bin Umar Radi Allahu Anhuma Se Rivayat Hai Ki Rasool’Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) Ne Farmaya – Ki Agar Kisi Ko Kasam Khani Ho To Allah Ki Hi Kasam.
Khaye
Warna Khamosh Rahey.
– (Sahih Bukhari, Jild 4, 2679)

♥ Mahfum-e-Hadees:–  Rasool’Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam)
“Apne Maa-Baap Aur Buto (idols) Ki Qasam Naa Khaao Aur Naa Hi Allah Ke Alawa Kisi Aur Ki Qasam Khaao (Agar Qasam Khane Ki Zaroorat Pad Jaaye) To Sirf Allah Ki Sacchhi Qasam Khaao”.
– (Nasai: 3769)

*~*--۩۞۩----Mumtaz Parveen-----۩۞۩---*~*- 
●▬▬▬▬▬۩۞۩▬▬▬▬▬●

0 comments:

Post a Comment