▁ ▂ ▄ ▅ ▆ ▇ █ ♥ Mumtaz ♥ █ ▇ ▆ ▅ ▄ ▂ ▁
╠ •Al-QURAAN• ╣
★“Jahannamiyon Ko Badbudar, Kadwa, Kantedar Thohar Ka Azaab, ! ….
--------------
♥ Al Quran: - "Badbudar, Kadwa,
Kantedar Thohar Jahannamiyon Ka Khana Hoga
------- Ahl E Jahannam ka khana aur peena -------
Jahannam Me 4 Types Ke Khaane Diye Jayenge..
1. »* Zaqqum (Thohar)
2. »* Zaree (Kaante Daar Ghaas)
3. »* Ghisleen (Zakhmon Ko Wash Kiya Gaya Pani)
4. »* Zaa'ghussah (Halaq Me Phans Kar Utarne Wala Khana)
1 »* Zaqqum (Thohar)
Badbudar, Kadwa, Kantedar Thohar Jahannamiyon Ka Khana Hoga, Jo Jahannam Ki Teh Me Ugta Hai Aur Uske Shagufey Yani (Tehniyan) Zehrile Saanp Jaise Hain..
Thohar Khane K Baad Khaolta Huwa Pani Jahannamiyon Ko Peene Ke Liye Diya Jayega..
♥ Al Quran: - Jahannam Me Zaqqum Ka Daraqt Gunahgaron Ka Khana Hoga, Dekhne Me Tel (Oil) Ki Talchat Jaisa Hoga, Pait Me Is Tarha Josh Maare Ga Jaise Garm Pani Khaolta Hai..
– (Surah Duqqan_A. 43---46)
Thohar Ka Kadwa'pan..
♥ Mahfum-e-Hadees: – Hazat Abdullah Bin Abbas Kehte Hain, Rasool’Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) Ne Farmaya –
"Agar Thohar Ka Ek Drop Duniya Me Gira Diya Jaye To Saari Duniya K Jaandaron K Asbaab E Zindagi (Yani Anaaj Wagaira), Tabah Karde, Phr Us Saqs Ka Kya Haal Hoga Jis Ki Khoraak Hi Thohar Ho?"
– (Sunan, Masnad E Ahmed, Tirmizi, Nisaai, Aur Ibn E Maaja)
✏ To be Continue....

*~*--ஜ۩۞۩ஜ----Mumtaz Parveen-----ஜ۩۞۩ஜ---*~*-
●▬▬▬▬▬ஜ۩۞۩ஜ▬▬▬▬▬●
0 comments:
Post a Comment