▁ ▂ ▄ ▅ ▆ ▇ █ ♥ Mumtaz ♥ █ ▇ ▆ ▅ ▄ ▂ ▁

╠ •HADEES E PAAK• ╣

★"Jannat Mangne Ki Dua...,..!..
--------------
"Bismilahirrahmanirrahim
♥ Mahfum-e-Hadees:– Jannat Kahti Hai Ki Ya “Allah” Isko Jannat Mein Dakhil Farma
---------------
✦ Rasool’Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) Ne Farmaya – Jo Shaksh “Allah” Se 3 Martaba Jannat Maangta Hai To Jannat Kahti Hai Ki Ya Allah Isko Jannat Mein Dakhil Farma.
(Sunan Nasaii, Vol 3, 1822 –sahih)
---------------
✦ Rasool’Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) Ne Farmaya – Jab “Allah Subhanahu” Se Mangna Ho To Jannat Al Firdaus Mango Kyunki Wo Jannat Ka Sabse Achcha Aur Buland Darja Hai.
(Sahih Bukhari, Vol 4, 2790)

*~*--ஜ۩۞۩ஜ----Mumtaz Parveen-----ஜ۩۞۩ஜ---*~*- 
●▬▬▬▬▬ஜ۩۞۩ஜ▬▬▬▬▬●

0 comments:

Post a Comment