▁ ▂ ▄ ▅ ▆ ▇ █ ♥ Mumtaz ♥ █ ▇ ▆ ▅ ▄ ▂ ▁

╠ •Al-QURAAN• ╣

★“Muh Ke'bal Chalaye Jane Aur Ghaseete Jane Ka Azaab, ! ….
--------------
♥Al Quran: ”Muh Ke'bal Chalaye Jane Ka Azaab Aur Ghaseete Jane Ka Azaab

Farishte Kafiron Ko Muh Ke'bal Jahannam Me Ghaseete'ge..

♥ Al-Quraan:– Us Roz Kafir Muh Ke'bal Aag Me Ghaseete Jayenge, Us Roz Unse Kaha Jayega Chakho Jahannam Ki Aag Ka Mazaa..
– (Surah Qamar_A.48)
Muh Ke'bal Uthne Wale Kafir Andhey, Goongey, Aur Behrey Bhi Honge..

♥ Al-Quraan:– (Gumrah logon Ko) Hum Qayamat K Roz Andhey, Goongey Aur Behrey Kar K Muh Ke'bal Uthayenge, Unka Thikana Jahannam Hai. Jab Kabhi Uski Aag Dheemi Hone Lagegi Hum Usey Bhadka Denge..
– (Surah Bani Israail_A.97)

Abu Jahal Ko Farishte Peshani K Balon Se Pakad Kar Jahannam Me Ghaseete Ge..
 
♥ Al-Quraan:– Hargiz Nahi, Agar Wo Baaz Na Aya To Hum Uski Peshani Ke Baal Pakad Kar Ghaseete'ge, Uski Peshani Ko Jo Jhooti aur Saqt Khata Kaar Hai...
– (Surah Alaq_A.15--16)oo

Dikhawe Aur Riya Ki Ibadat Krne Walon Ko Bhi Muh Ke'bal Ghaseet Kar
 "Jahannam Me" Dala Jayega.

✏ To be Continue....

*~*--ஜ۩۞۩ஜ----Mumtaz Parveen-----ஜ۩۞۩ஜ---*~*- 
●▬▬▬▬▬ஜ۩۞۩ஜ▬▬▬▬▬●

0 comments:

Post a Comment