▄    █ ♥ Mumtaz ♥ █    ▄  

╠ •HADEES E PAAK• ╣

"Museebat aur Pareshani Ke Waqt Padhne Ki Dua.,"....!...
--------------
"Bismilahirrahmanirrahim
 Mahfum-e-Hadees:– Ibn Abbas Radi Allahu Anhuma Se Rivayat Hai Ki Rasool’Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) Pareshaani (Aur Mushkil) Ke Waqt Ye Dua Padhte -

لاَ إِلَهَ إِلاَّ اللَّهُ الْعَظِيمُ الْحَلِيمُ
لاَ إِلَهَ إِلاَّ اللَّهُ رَبُّ الْعَرْشِ الْعَظِيمِ
لاَ إِلَهَ إِلاَّ اللَّهُ رَبُّ السَّمَوَاتِ وَرَبُّ الأَرْضِ
وَرَبُّ الْعَرْشِ الْكَرِيمِ‏‏

La ilaha illAllahul Azimul-Haleem,
La ilaha illAllahul Rabbul Arsh-il-Azeem
La ilaha illAllahu Rabbus-samawati wa Rabbul ard
Wa Rabbul Arsh-il-kareem

Tarjumah: Koi Sachcha Mabud Nahi Siwa “Allah” Ke Jo Badi Azmat Wala Burdbar Hai
Koi Sachcha Mabud Nahi Siwa Allah Ke Jo Bade Arsh Ka Malik Hai
Koi Sachcha Mabud Nahi Siwa Allah Ke Jo Malik Hai Aasman Ka Aur Malik Hai Zameen Ka
Aur Malik Hai Arsh Ka Jo Ezzat Wala Hai.
– (Sahih Muslim, Jild 6, 6921)

*~*--۩۞۩----Mumtaz Parveen-----۩۞۩---*~*- 
●▬▬▬▬▬۩۞۩▬▬▬▬▬●

0 comments:

Post a Comment