▄    █ ♥ Mumtaz ♥ █    ▄  

╠ •HADEES E PAAK• ╣

"Sawari Par Sawaar Hone aur Safar Ki Dua..,!...
--------------
"Bismilahirrahmanirrahim
 Al Quran: Aur Jisne Tamam Qism Ke Haiwanat Paida Kiye Aur Tumhare Liye Kashtiyan Aur Charpaye Banaye Jin Par Tum Sawar Hote Ho, Taaki Tum Unki Peeth Par Chadh Baitho Aur Apne Rabb Ka Ehsan Yaad Karo Aur Kaho Ki - 

*سُبْحَانَ الَّذِي سَخَّرَ لَنَا هَـٰذَا وَمَا كُنَّا لَهُ مُقْرِنِينَ وَإِنَّا إِلَىٰ رَبِّنَا لَمُنقَلِبُونَ*
Subhanallazi Sakhkhara Lana Haza Wama Kunna, Lahoo Muqrineen, Wa Inna Ila Rabbina Lamunqalibun

 Tarjumah : Wo Paak Hai Jisne Isko Hamare Qabu Mein Kar Diya Aur Hum Mein Taqat Na Thi Ki Isko Qabu Mein Kar Lete Aur Hamko Apne Rabb Ki Taraf Hi Laut Kar Jana Hai.
– (Surah Az-zukhruf (43), 12-14)

*~*--۩۞۩----Mumtaz Parveen-----۩۞۩---*~*- 
●▬▬▬▬▬۩۞۩▬▬▬▬▬●

0 comments:

Post a Comment