▄    █ ♥ Mumtaz ♥ █    ▄  

╠ •HADEES E PAAK• ╣

"Achchi Taqdeer Ke Liye Dua."...!...
--------------
 Mahfum-e-Hadees: Hazrat Aisha Radi Allahu Anha Se Rivayat Hai Ki Rasool’Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) Ne Unhe Ye Dua Sikhaee Thi.

*اللَّهُمَّ إِنِّي أَسْأَلُكَ أَنْ تَجْعَلَ كُلَّ قَضَاءٍ قَضَيْتَهُ لِي خَيْرًا*

✦  
Allahumma inni Asaluka An Taj'al Kulla Qada'in Qadaytahu Li KhairanTarjumah:Ya Allah Main Tujhse Dua Karta Hun Ki Har Wo Faisla Jo Tu Mere Baare Mein Kare Usko Mere Haq Mein Behtar Farma De– (Sunan Ibn Majah, Jild 3, 727-Sahih)

 Mahfum-e-Hadees:   Hazrat Salman Farsi Radi Allahu Anhu Se Rivayat Hai Ki Rasool’Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) Ne Farmaya – Dua Ke Siwa Taqdeer Ko Koi Cheez Lauta Nahi Sakti,Aur Neki Ke Siwa Koi Cheez Umar Mein Ezafa Nahi Kar Sakti. 
– (Al-Silsila As-Sahiha , 2992-Hasan)
– (Tabrani Dua, Hadith 26-Hasan)

*~*--۩۞۩----Mumtaz Parveen-----۩۞۩---*~*- 
●▬▬▬▬▬۩۞۩▬▬▬▬▬●

0 comments:

Post a Comment