▄    █ ♥ Mumtaz ♥ █    ▄  

╠ •HADEES E PAAK• ╣

Lahawla Wala Quwwata Illa Billah Zyada Padha Karo
--------------
Bismillahirrahmanirrahim

Abu Musa Ashari Radi Allahu Anhu Se Rivayat Hai Ki Rasool’Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) Ne Farmaya -
Kya Main Aapko Jannat Ke Khazano Mein Se Ek Khazana Batlauu ,Maine Kaha Batalaeeye ,
Aap Sαℓℓαℓℓαнυ Aℓαyнє Wαѕαℓℓαм Ne Farmaya -

La Hawla Wa La Quwwata Illa Billah
Allah Ki Madad Ke Bagair Gunah Se Bachne Ki Taqat Aur Neki Karne Ki Quwwat Nahi 
لاَ حَوْلَ وَلاَ قُوَّةَ إِلاَّ بِاللَّهِ 
– (Sahih Muslim, Jild 6, 6868)

✦ Abu Hurairah Radi Allahu Anhu Se Rivayat Hai Ki Rasool’Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) Ne Farmaya - La Haula Wa La Quwwata Illa Billah Zyada Padha Karo Kyunki Ye Jannat Ke Khazano Mein Se Ek Khazana Hai
– (Jamia Tirmizi,Jild 2, 1524-Sahih)

*~*--۩۞۩----Mumtaz Parveen-----۩۞۩---*~*- 
●▬▬▬▬▬۩۞۩▬▬▬▬▬●


0 comments:

Post a Comment