▁ ▂ ▄ ▅ ▆ ▇ █ ♥ Mumtaz ♥ █ ▇ ▆ ▅ ▄ ▂ ▁

╠ •HADEES E PAAK• ╣

★"Namaz Mein Tashahhud Ke Baad (Aatahiyat Aur Durud Ibrahim Ke Baad) Padhne Ki Dua*.,"....!...
--------------
"Bismilahirrahmanirrahim
♥ Mahfum-e-Hadees: – Rasool’Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) Ne Farmaya – Jab Tum Mein Se Koi Aakhri Tashahud Ko Padh Le To Allah Subhanahu Se *Chaar Cheezo Se Panah Maange»* 
1»*Dozakh Ke Azab Se ,
2»*Qabr Ke Azab Se ,
3»*Zindagi Aur Maut Ke Fitno Se
4»*Aur Maseeh Dajjal Ke Fitno Se
– (Sunan Ibn Maja, Jild 1, 909-Sahih)

اللَّهُمَّ إِنِّي أَعُوذُ بِكَ مِنْ عَذَابِ الْقَبْرِ، وَمِنْ عَذَابِ جَهَنَّمَ ، وَمِنْ فِتْنَةِ الْمَحْيَا وَالْمَمَاتِ، وَمِنْ فِتْنَةِ الْمَسِيحِ الدَّجَّالِ
✦  Allahumma, inni Aauzubika min fitnatil-Qabri, Wa min Azabi Jahannam,
Wa min fitnatil-mahya wal-mamati, wa min Fitnatil MAseeh Ad Dajjal


✦ Tarjumah:Ya Allah Main Teri Panah Maangta Hu , Qabr Ke Azab Se , Jahannum Ke Azab Se, Maut Aur Zindagi Ke Hayat Se Aur Maseeh Dajjal Ke Fitno Se.

*~*--ஜ۩۞۩ஜ----Mumtaz Parveen-----ஜ۩۞۩ஜ---*~*- 
●▬▬▬▬▬ஜ۩۞۩ஜ▬▬▬▬▬●

0 comments:

Post a Comment