▄    █ ♥ Mumtaz ♥ █    ▄  

╠ •HADEES E PAAK• ╣
"Allah Tala Ke Zikr Ki Fazillat"...!..
--------------
 Mahfum-e-Hadees:  - Hazrat Noman Bin Basheer Radi Allahu Anhu Se Rivayat Hai Ki Rasool’Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) Ne Farmay-  Jo Tum Ye Allah Subhanahu Ke Jalal Ka Zikr Karte Ho Tsbeeh (Subhanallah) Tamheed (Alhamdulillah) Aur Tehleel ( La Ilaha Illallah) Ye Kalimat Arsh Ke Charo Aur Ghumte Rahte Hain Inmein Shahad Ki Makhkhiyo Ki Bhinbhinahat Ki Tarah Aawaz Hoti Hai Aur Ye Isko Padhne Wale Ka Zikr (Allah Ke Samne) Karti Rahti Hain Kya Tum Mein Se Koi Ye Pasand Nahi Karta Ki Koi Uska Zikr Allah Subhanahu Ke Samne Barabar Karta Rahe– (Sunan Ibn maja, Jild 3, 690-Hasan)

*~*--۩۞۩----Mumtaz Parveen-----۩۞۩---*~*- 
●▬▬▬▬▬۩۞۩▬▬▬▬▬●

0 comments:

Post a Comment