╠ •HADEES E PAAK• ╣

★"Waldein Aur Tamam Momeeno Ke Liye Magfirat Ki Qurani Dua.,"....!...
--------------
"Bismilahirrahmanirrahim
✦  Apne Waldein Aur Tamam Momeeno Ke Liye Magfirat Ki Qurani Dua 
-----------------
*رَبَّنَا اغْفِرْ لِي وَلِوَالِدَيَّ وَلِلْمُؤْمِنِينَ يَوْمَ يَقُومُ الْحِسَابُ*
✦ Rabbanagfirlee Waliwalidaeeya Wa Lilmumeenina Yauma Yaqaumul Hisaab

-----------------
♥  Al Quran : Eh Hamare RABB Mujhko Aur Mere Waldein (Parents) Ko Aur Momeeno Ko Hisab Wale Din Baksh Dena.
– (Surah Ibrahim (14) , Aayat 41)
-----------------
✦ Rasool’Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) Ne Farmaya – RABB Apne Bando Se Khush Hota Hai Jab Wo (Banda) Kahta Hai Ki Mere Gunaho Ko Bakhsh De , Wo Janta Hai Ki Uske Siwa Gunaho Ko Koi Bhi Maaf Nahi Kar Sakta
– (Sunana Abu Dawud, Jild 2, 830-Sahih)

*~*--ஜ۩۞۩ஜ----Mumtaz Parveen-----ஜ۩۞۩ஜ---*~*- 
●▬▬▬▬▬ஜ۩۞۩ஜ▬▬▬▬▬●

0 comments:

Post a Comment