▁ ▂ ▄ ▅ ▆ ▇ █ ♥ Mumtaz ♥ █ ▇ ▆ ▅ ▄ ▂ ▁

╠ •HADEES E PAAK• ╣

★"4 "(Char) Cheezo Se Allah Ki Panah...,!...
--------------
"Bismilahirrahmanirrahim
♥ Mahfum-e-Hadees:– Allahumma Inni Audhu Bika Min Ilmin La Yanfaa, Wa Min Duain La Yusmaa, Wa Min Qalbin La Yakhshaa, Wa Min Nafsin La Tashbaa. 
-----------
✦  Rasool’Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) Ki Ek Dua Ye Bhi Hai Ya Allah Main Panaah Maangta Hun.
********
1
»*Aisey Ilm Se Jo Nafa Na De ,
2»* Aisee Dua Se Jo Suni Na Jaye ,
3
»*Aur Aise Dil Se Jismein Tera Khauff Na Ho,
4
»*Aur Aisey Nafs Se Jo Mutmaeen (Satisfied) Na Ho.
– (Sunan ibn Majah,Jild 1, 250)

*~*--ஜ۩۞۩ஜ----Mumtaz Parveen-----ஜ۩۞۩ஜ---*~*- 
●▬▬▬▬▬ஜ۩۞۩ஜ▬▬▬▬▬●

0 comments:

Post a Comment