▁ ▂ ▄ ▅ ▆ ▇ █ ♥ Mumtaz ♥ █ ▇ ▆ ▅ ▄ ▂ ▁
╠ •HADEES E PAAK• ╣
★"Aisee Cheez Ya Aisa Kaam Jo Pasand Na Ho To Us Waqt Padhne Ki Dua*!.."
--------------
♥ Mahfum-e-Hadees: - Hazrat Aisha Radi Allahu anha Se Rivayat Hai Ki Rasool-Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Jab Koi Aisee Cheez Ya Aisa Kaam Dekhte Jo Aap Ko Pasand Na Ho To Farmate-

اَلْحَمْدُ لِلهِ عَلَى كُلِّ حَالٍ
✦ Al-Hamdu Lillah Ala Kulli Haal -
Tarjumah: Har Haal Mein Allah Subhanahu Ka Shukr Hai.
– (Al-Silsila As Sahiha, 2887-Sahih)
– (Al-Mustadrak Ala Sahihain,1773-Sahih)
– (Al Baihiqi 4060-Hasan)
*~*--ஜ۩۞۩ஜ----Mumtaz Parveen-----ஜ۩۞۩ஜ---*~*- 
●▬▬▬▬▬ஜ۩۞۩ஜ▬▬▬▬▬●

0 comments:

Post a Comment