▄    █ ♥ Mumtaz ♥ █    ▄  
╠ •HADEES E PAAK• ╣
"Rasool 'Allah (ﷺ) Par Darood-O-Salaam Bhejne Ka Sharai Tareeqa"...!..
--------------
 Mahfum-e-Hadees: - Hazrat Abdullah Bin Masood Radi Allahu Anhu Ne Kaha Ki Hum Log Rasool’Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) Ke Saath Namaz Padhte Huye Is Tarah Kaha Karte They,
**************
As Salamu Al-Allah (Yani Allah Par Salam Ho) , As Salamu Al Falah ( Yani Falah Shakh Par Salam Ho) ,Phir Ek Din
Rasool’Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) Ne Farmaya Ki Allah Ka Naam Salam Hai Aur Wo Tamam Buraeeyon Se Salim Aur Paak Saaf Hai , Isliye Tum Tashhhud Mein Ya Kalimat Padha Karo.

Attahiyyaatu Lillahi Wa As-Salawatu Wa-Attayyibatu, Assalamu Alaika Ayyuhannabiyyuwarahmatullahi Wabarkatuhu, Assalamu Alaina Waala Ibadillah Assaaliheen,

In Kalimat Ke Ada Karne Se Har Neik Bande Ko Jo Zameen Mein Hai Aur Aasman Mein Hai Unko Salam Pahunch Jata Hai, (Phir Ye Kahe)Ashhadu An La Ilahaillallahu Wa Ashhadu Anna Muhammadun Abdu Hu Wa Rasooluh Iske Bad Namazi Jo Ji Chahe Wo Dua Kare.

– (Sahih Muslim,Jild-1,Hadith-897)
*~*--۩۞۩----Mumtaz Parveen-----۩۞۩---*~*- 
●▬▬▬▬▬۩۞۩▬▬▬▬▬●

0 comments:

Post a Comment