✦ Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya jisne Quran majid mein se ek haraf padha to usko iske badle ek neki di jayegi 
aur har neki ka sawab das guna hai main ye nahi kahta ki Alif-Laam-Meem (ek) haraf hai bulki Alif ek haraf hai Laam ek haraf hai aur
meem bhi ek haraf hai ( yani koi musalman Alif-Laam-Meem padhda hai to usko 3 neki milti hain jiska sawab 30 nekiyo ke barabar hota
hai)
Jamia Tirmizi, Jild 2, 819-Hasan

0 comments:

Post a Comment