╠ •HADEES E PAAK• ╣

Chotha (Four) Kalme Ki Fazilat
--------------
Hazrat Umar Bin Khattab radi Allah Se Riwayat He Ke
Rasool’Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) Ne Farmaya: Ke Jo Shakhs Bazar Me Dakhil Hote Waqt Ye Padhe «Chotha Kalma» 

"Laa Ilaah Ilallaahu Wahdahoo Laa Shareeka Lahoo Lahull Mulku Wa Lahul Hamdu Yuhyee Wa Yumeetu Biyadihill Khairu Wa Huwa Alaa Kulli Shaiain Qadeer"
To Allah Ta'ala Us Ke Liye..

1 Lakh Nekiyan Likh Dete Hain or 
1 Lakh Gunaah Khatam Kar Dete Hain or 
1 Lakh Darjaat Buland Kar Dete Hain
(Tirmizi Shareef 3428)
********
Hazrat Abu Amama radi Allah Se Riwayat He Ke -
Rasool’Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) Ne Farmaya: Ke Jis Shaksh Ne 4 «Chotha Kalma» Parha To Iske Is Amal Se Koe (or Neik) Amal Sabqat Nahi Le Sakta or Na Hi Iske parhne Ke Sath Koe Gunah Baqi Reh Sakta Hai. (Hadith Abu Dawud)

*~*--۩۞۩----Mumtaz Parveen-----۩۞۩---*~*- 
●▬▬▬▬▬۩۞۩▬▬▬▬▬●

0 comments:

Post a Comment