╠ •Al-Quraan• ╣

Khabardar Zina Ke Qareeb Bhi Na Phatakna
--------------
Ankhon Ka Zina: Koi Haram Chez Ya Kisi Gair Mehram Ko Dekhna. Chahy Wo Picture Me Dekhen Ya Face To Face Ye Sb Ankhon Ka Zina Hy.

Kaan Or Zaban Ka Zina: Kisi Haram Chez Music, Film, Geebat, Gali, Chugli Wagera Sunna Or Khud Zaban Sy Kehna Or Kisi Gair Mehram Sy Bila Zarurat Baat Krna Ye Sb Zina Hy.

Paun Ka Zina: Aisi Mehfil Me Jana Jahan Allah K Huqum Or Sunnat Tariqe Toot Rahy Hon Wahan Jana Paun Ka Zina Hy.

Hm Khud Apny Ander Gor Kren K Hm Ye Sb Zina Khulle Aam Krty Hen

Khabardar! Zina Ke Qareeb Bhi Na Phatakna, Kyounke Wo Bari Be-Hayayi Or Bohot Hi Buri Raah Hai.
– (Surah Bani-Israel, # 17-32) 

Allah Paak Hm Sub Ke Sath "Mumtaz" Ko Bhi Maaf Karen Ameen, Or Allah Paak Hm Sub Ko Hr Kisam K Zina Or Gunah Sy Bachny Ki Tofeeq Ata Frmaen Ameen Summa Ameen..

*~*--۩۞۩----Mumtaz Parveen-----۩۞۩---*~*- 
●▬▬▬▬▬۩۞۩▬▬▬▬▬●

0 comments:

Post a Comment