▁ ▂ ▄ ▅ ▆ ▇ █ ♥ Mumtaz ♥ █ ▇ ▆ ▅ ▄ ▂ ▁
╠ •HADEES E PAAK• ╣
★"Witr Ki Namaz Me Padhne Ki Dua (Dua-e-Qunoot)"...!..
--------------
♥ Mahfum-e-Hadees:
– Hazrat Hasan Bin Ali Radi
Allahu Anhuma Ne Farmaya Ki Rasool’Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) Ne
Humko Kuch Kalimat Sikhaye Jinhe Hum Witr
Ke Qunut Mein Padhte Hain Wo Ye Hain.
اللَّهُمَّ اهْدِنِي فِيمَنْ هَدَيْتَ
Allahumma Ahdini Fiman Hadayat
Allahumma Ahdini Fiman Hadayat
وَعَافِنِي فِيمَنْ عَافَيْتَ
Wa Aafini Fiman Aafayat
Wa Aafini Fiman Aafayat
وَتَوَلَّنِي فِيمَنْ تَوَلَّيْتَ
Wa Tawallani Fiman Tawallayat
Wa Tawallani Fiman Tawallayat
وَبَارِكْ لِي فِيمَا أَعْطَيْتَ
Wa Barikli Fima Aatayat
Wa Barikli Fima Aatayat
وَقِنِي شَرَّ مَا قَضَيْتَ
Wa Qinni Sharra Ma Qadayat
Wa Qinni Sharra Ma Qadayat
إِنَّكَ تَقْضِي وَلاَ يُقْضَى عَلَيْكَ
Innaka Taqdi Wa La Yuqda Alayak
Innaka Taqdi Wa La Yuqda Alayak
وَإِنَّهُ لاَ يَذِلُّ مَنْ وَالَيْتَ
Wa Innahu La Yazillu Man Walayat
Wa Innahu La Yazillu Man Walayat
وَلاَ يَعِزُّ مَنْ عَادَيْتَ
Wa La Yaizzu Man Aadayat
Wa La Yaizzu Man Aadayat
تَبَارَكْتَ رَبَّنَا وَتَعَالَيْتَ
Tabarakta Rabbana Wa Taalayat
--------------------
✦ Tarjumah : Eh Allah Mujhe Un Logo Ke Saath Hidayat De Jinhe Tune Hidayat Bakhshi
Aur Meri Un Logo Ke Saath Nigehbani Farma Jinko Tune Nigehbani Ata Ki
Aur Mujhe Un Logo Ke Saath Apni Dosti Ata Farma Jinko Tune Apni Dosti Ata Ki
Aur Jo Kuch Tune Ata Kiya Hai Usmein Barkat Ata Farma
Aur Us Burayee Se Mujhe Mehfooz Rakh Jiska Tune Faisla Kiya Hai
Kyunki Tu Hi Faisla Karne Wala Hai Aur Tere Faisle Ke Upar Koi Faisla Nahi Kar Sakta
Aur Wo Kabhi Zaleel Nahi Ho Sakta Jiske Saath Tu Dosti Kar Le
Aur Wo Kabhi Beezzat Nahi Ho Sakta Jiski Tu Himayat Kar Le
Eh Hamare Rab , Tu Bada Barkat Wala Hai Aur Azeem Hai
– (Sunan Abu Dawud, Jild 1, 1412-Sahih) Tabarakta Rabbana Wa Taalayat
--------------------
✦ Tarjumah : Eh Allah Mujhe Un Logo Ke Saath Hidayat De Jinhe Tune Hidayat Bakhshi
Aur Meri Un Logo Ke Saath Nigehbani Farma Jinko Tune Nigehbani Ata Ki
Aur Mujhe Un Logo Ke Saath Apni Dosti Ata Farma Jinko Tune Apni Dosti Ata Ki
Aur Jo Kuch Tune Ata Kiya Hai Usmein Barkat Ata Farma
Aur Us Burayee Se Mujhe Mehfooz Rakh Jiska Tune Faisla Kiya Hai
Kyunki Tu Hi Faisla Karne Wala Hai Aur Tere Faisle Ke Upar Koi Faisla Nahi Kar Sakta
Aur Wo Kabhi Zaleel Nahi Ho Sakta Jiske Saath Tu Dosti Kar Le
Aur Wo Kabhi Beezzat Nahi Ho Sakta Jiski Tu Himayat Kar Le
Eh Hamare Rab , Tu Bada Barkat Wala Hai Aur Azeem Hai
– (Sunan Nasaii, Jild 1, 1748-Sahih)
– (Sunan Ibn Majah, Jild 1, 1178-Sahih)
*~*--ஜ۩۞۩ஜ----Mumtaz Parveen-----ஜ۩۞۩ஜ---*~*-
●▬▬▬▬▬ஜ۩۞۩ஜ▬▬▬▬▬●
1 comments:
jazakallah khair
Post a Comment