╠ •HADEES E PAAK• ╣

Alhamdulillahi Kasira Kehne Ka Sawab
--------------
Rasool’Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) Ne Farmaya - Ek shakhs ne kaha
Alhamdulillahi Kaseera - اَلْحَمْد لِلهِ كَثِيرًا 
(
"Allah"ke liye Bahut Zyada tarifein han) to farishte ko ye likhna bhari mehsus hua to usne us baare mein "Allah" Subhanahu se ruju kiya to us se kaha gaya ki usko (uske sawab ko) usee tarah likho jis tarah mere bande ne kaha Kaseera (yani bahut zyada). {Click-More..}
– (Al Silsila As Sahiha, 2868-Sahih)

*~*--۩۞۩----Mumtaz Parveen-----۩۞۩---*~*- 
●▬▬▬▬▬۩۞۩▬▬▬▬▬●

0 comments:

Post a Comment