▄    █ ♥ Mumtaz ♥ █    ▄  

╠ •Al-QURAAN• ╣

Beemari Ya Safar Me Roze Ke Ahkaam
--------------
Aye Imaan Walon Tum Par Roza Farz Kiya Gaya.. jaisa unpe Farz Hua Tha Jo Tum Se Pehle Huye..
Taki Tum Gunaho Se Bacho,, phir Tum Me Jo Bimar Ho Ya Safar Me Ho Wo Aur Dino Me Ginti Puri Kare (bimari Ya Safar Khatm Hone Ke Bad Roza Rakhe), aur Jo TAQAT Nahi Rakhte (Boodha admi Ya aisa bimar jiske tandurust Hone ki ummid na Ho) wo Fidya Den, Eik Miskeen Ka Khana phir Jo Ziyadah Bhalai Kare Ye Uske Liye Behtar Hai, Aur Roza Rakhna Tumhare Liye Behtar Hai Agar Tum smajhte Ho.
– (Surah Al-Baqarah [2:183-185] - Al-Qur'an al-Kareem)

*~*--۩۞۩----Mumtaz Parveen-----۩۞۩---*~*- 
●▬▬▬▬▬۩۞۩▬▬▬▬▬●

0 comments:

Post a Comment