╠ •AL-QURAAN - HADEES E PAAK• ╣

Roze Ki Fazilat Quraan Ki Roshni Me
--------------
Al Quran: Eh Imaan walo Roze tum par farz kiye gaye hain jis tarah tumse pahle logo par farz kiye gaye they taki tum parhaizgar bano. 
– (Surah Al-Baqara (2) Verse 183)

Hadith: jisne imaan ke saath sawab ki niyat se Ramadhan ke sare roze rakhe uske pichle sare gunah bakhsh diye jayenge
----------
Abu huraira Radi-Allahu-Anhu se rivayat hai ki Rasool’Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) Ne Farmaya - jisne imaan ke saath sawab ki niyat se Ramazan ke roze rakhe uske pichle sare gunah bakhsh diye jayenge.
– (Sunan Ibn Majah, Vol 1 , # 1641-Sahih)

*~*--۩۞۩----Mumtaz Parveen-----۩۞۩---*~*- 
●▬▬▬▬▬۩۞۩▬▬▬▬▬●

1 comments:

Anonymous said...

It is very helpful🌟🌟🌟🌟🌟

Post a Comment