▁ ▂ ▄ ▅ ▆ ▇ █ ♥ Mumtaz ♥ █ ▇ ▆ ▅ ▄ ▂ ▁
╠ •AL-QURAAN aur HADEES• ╣
★Zakat Ke Ahkam aur Masail
--------------
ZAKAT K BARE ME FARMANE ILAAHI:
╠ • Al-QURAAN • ╣
Jo Log "Allah" ki Raah me Kharch krte He unki Mishal us Dane ki he Jis se Saat balein niklen har baal me 100 Dane aur "Allah"jise Chahta he Zyada Deta he Aur "Allah"Wus’at Wala Bada Ilm Wala he Jo log "Allah"ki raah Main apna maal kharch Krte Fir Kharch krne k Baad Na ahsaan Jatate Na aziyat dete Unke lie Unka Sawaab unke Rab k Huzur hai Aur na unpr kuch khauf hai Aur na Wo Gamgeen Honge,
– (surah baqara ayat 262)
.
“Allah Ta’ala Irshad Farmata Hai:
Aur Falaah Paate Hain Woh Jo, Zakat Ada Karte Hai
– (Para:18,Sure Mominun, Ayat:4)
.
╠ • Al-QURAAN • ╣
Aur Jo Kuch Tum Kharch Karoge, "Allah"Uski Jagah Aur Dega Aur, Wo Behtar Rozi Dene Wala Hai
– (Para:22,Sure Saba,Ayat:39)
.
ZAKAT DENE K FAYDE:
"Allah"Ta’ala Farmata Hai Ke - Kamyabi pate he wo log jo Zakat adaa krte he, aur farmata he jo kuch tum Kharch kroge "Allah"ta’ala uski jagah aur dega aur "Allah"behtar Rozi dene wala hai aur farmata he Jo log Bukhal krte hai uske sath jo "Allah"ne Apne Fazl se unhe Diya wo ye gumaan Na kare K ye unke lie achha he Balki ye unke lie bura he usi chiz ka Qayamat k din unke gale me TauQ dala jaega jiske sath Bukhal kia,
– (QURAN”Qanune shariat 1/193)
╠ • Al-QURAAN • ╣
Wo jo apne Maal Kharch karte Han Raat & Din me chhupe aur Zahir unke lie unka nek hissa hai unke rab ke pass
– (baqarah 274)
.
╠ • Al-QURAAN • ╣
Beshak wo jo imaan Laye aur achhe kam kie Namaz Qaim ki, Zakat di, unka nek inaam, unke Rab k pass hai
– (Baqarah 277)
.
╠ • Al-QURAAN • ╣
HarGiz Neki Hasil Na Kar Sakoge, Jab Tak Usme Say Kharch Na, Karo Jise Mehboob Rakhte Ho.
– (Al.imran,92)
.
ZAKAT DENE KI FAZILAT:
Allah Ta’ala Farmata Hai:
Anqarib Me Niyamaton Ko, Unke Liye Likh Dunga Jo Darte Aur ZAKAT Dete Hain.
– (Sure Al-Araf:156)
ZAKAT KITNE MAAL PAR WAJIB Hoti hai
52.5 tola Chandi ya 7.5 tola SONA
ya
itne paise jitne me 52.5 tola Chandi Kharidi ja sakti ho zakat wajib hui.
ZAKAAT Kitni dena wajib Hai
MAAL KA - 40 WA HISSA YANI - 100rs ki 2.50 ZAKAT H,!! mishal k taur par: 25 hazar ki 625rs. Zakat hui.
– ( (BAHAReSHARIAT part-5)
ZAKAT FARZ Hy -
Iska Inkar Karne Wala Kafir
Or Na Denewala Fasiq- Jhannammi
Or Ada Krne Me Der Krne Wala Gunahgar Hy
– {Fatawae Aalamgiri J.1.P.140}
ZAKAT wajib hone ke lie Kuch sharten,
Muslman hona
Balig hona,
Aqil hona,
Azad hona,
Malike Nisab,
pure taur pr malik hona,
Nisab ka hajate aslia se farig hona (yani ghar me istemal wali chizon se alag itna maal hona jitne par zakat wajib He) Maal ka apne naam me hona zaruri H Utni Rakam par ek saal gujarna jitni par Zakat wajib hai agar ek saal pehle zakat wajib hone se kam paise the to uspar abhi Zakat Nahi deni hogi.
– (Qanune shariat)
ZAKAAT KIN LOGO KO Dena chahiye:
Zakat K Masarif 7 Hai
1.FAQIR
2.MISKIN
3.AAMIL
4.RIQAAB
5.GARIM
6.FI SABILILLAH
7.IBNE’SABEEL
.
1.FAQIR: wo hai jiske pass Kuch, ho magar itna k nisaab se kam ho, Agar kuch ho bhi, to hajate aslia se ho JAISE: rehne ka ghar Aur zindagi, basar karne ki dusri chizen jyada hon, tab bhi usy zakat de sakte hain.
Mas’ala:
agar uske pas kapde aur khane ko hoto, bagere zarurat & majburi faqir, ko sawal krna haram hai (alamgiri)
.
2.MISKIN: wo hai jiske pass kuch, na ho yahan tak k badan, chhupane tak k lie uska mohtaj, hai khane k lie kuch na ho, usko zakat dena jaiz hai.
.
3.AAMIL: wo log hai jinko, imaamul muslemeen ne sadqe, basool karne par Muqarrar kia, ho imaam usko itna de k usko, aur uske madadgaro ko kaafi, ho magar itna na dia jaye k jo, wasool karlia hai, uske aadhe se, zyada ho jaye,Agar amil maldaar ho to bhi, usko lena jaiz hai.
– (alamgiri)
.
4.RIQAB: se murad mukatab Ghulam ko dena k apne malik ko maale zakat dekar apni jaan chhudaye,
.
5.GARIM Se murad madyoon hai, yani uspar itna Karza ho k usy nikalne k baad, nisab baqi na rahe agar chahe, uska auron par baaqi ho magar, unse lene par Qadir na ho, magar shart ye, h k Hashmi na ho, usko zakat de sakte hain
(durre mukhtar)
6.FI’SABILILLAH :
yani "Allah"ki raah me kharch krna, uski kayi suratein hai, , jaise koi jihaad me jana chahta hai aur, saman uske pass nahi, to zakat ka maal de sakte hai, ya koi hajj krna chahta, he aur uske pass paisa nahi, magar usko mangna jaiz nahi,ya talibe ilm ,jo ilme deen sikhta hy usey bhi, zakat di ja sakti hai, aise hi har nek kaam, me zakat kharch karna fi sabilillah - jab k batore tamlik (malik bana dena) ho bager malik banaye zakat, adaa nahi ho sakti
–(durre mukhtar)
Mas’ala:
kuch log zakat ka maal, islami madarso me bhej dete hai unko chahiye k bata dia kare k ye zakat hai taki wo usko alag rakh de kisi aur maal me na rakh de kisi kaam ki ujrat me na de warna zakat adaa na hogi,
–(durre mukhtar)
7.IBNE’SABEEL:
yani wo musafir jiske pass, maal na raha k wo apne ghar, na ja sakta ho chahe wo, maaldar hi, kyu na ho lekin uske pass us, waqt nahi hai, to wo zakaat le sakta hai, magar utne jitni uski zarurat ho, jyada lena uske liye jaiz nahi
–(in masail k hawale k lie Bahare shariat, durre mukhtar me paden).

★ZAKAAT PAHLE INKO DEN AGAR ISKE HAQDAR HAIN★
Yani Malike Nisab Se Kam Paisa Hai TAB DENA JAIZ WARNA NAHI,
Mas’ala:
Zakat Pehle Apne .!- Bhai, Behno Phir Chacha Or Phuphiyon Ko Phir Mamu Aur Khala Phir Unki Aulad Ko Phir Apne Gaon Walo Ko De.
–(Q .SHARIAT)
Mas’ala:
Zakat Inko nahi de sakte.! Baap,Dada,Dadi-Nana,Nani Aur Apne Beta,Beti Pota,Poti Nawasa,Nawasi Ko Nahi,
–(QANUN -E-SHARIAT Page No-230)
ZAKAT Mas’ala:
Agar Koi Zakat Ki Niyyat Se Khana, Khilaye To Zakat Ada Na Hui, Haan Agar De Diya Chahe Khay Ya Le, Jaye To Ada Ho Gai.
–(BahareShariat)
.
Zaruri Mas’ala:
Jise Aap Zakat Den Use Us Maal Ya Cheez Ka Maalik Banayen. Agar, Aapne Maalik Nahi Banaya To, Zakat Ada Na Hui.
Mas’ala,!! - Zakat Ki Sharten:
Musalman
Balig
AQL Wala
Nisab Ka Malik Hona
Maal Par Ek Saal Ka Guzarna.
in Sharto Ke Saath Zakat Wajib Ho Jati Hy
.
♥ Mahfum-e-Hadees: Zakat Dekar Apne Maalon, Ko Mazboot Qilon Me Kar Lo, Aur, Apne Bimaron Ka ilaaj SADQE De Kar Karo
♥ Mahfum-e-Hadees: Rasool’Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) Ne Farmaya -
Jo 6 Chizo Ki Hifazat Kare Main Uske Liye Jannat Ka Zaamin Hun.
NAMAZ
ZAKAT
AMANAT
SHARMGAH
PET
ZUBAN
INCOME PR ZKAT:
kiraye pr chalne wali gaadiyo pr zkat wajib n hogi
HA unki aamdani pr farz hogi
–(ftawa faqihe millat, kitabuz zkat jild-1 , page no-306)
ZKAT DENE WALO SE ARZ:
qaum se garibi km krni hy to itna zarur kre
>zkat ka ilm sikho
>pahle kribi rishte daaro ko de (agar mustahiq hy to)
apni zkat karibi mustahiq, rishte daaro ko dijiye, uske baad Islami madarso ko, dekr beshumar nek kaamo me, madad kijiye ISE AAM KARE
.
KIS KO ZKAT DENA AFZAL HY?:
agar bahan bhai garib ho to pahle voh, - fir chacha aur fufiya, - fir mamuo aur khalae, - aur unki aulad……
–(FTAWA HINDIYA kitabuz zkat page no-190)
ZAAHIR KAR DO:
imam,muajjin aur har vo jinhe, awam nazraana deti hy, agar sahibe nisab hy to, lete waqt bta de ki hme, zkat nahi sirf lillah de
ILM SIKHO:
hum zkat to dete hy,! MAGAR AFSOS,! iska zaruri ilm nahi sikhte lihaza zkat ki mukammal barkatey, paane se mahrum rah jate hy AAM KRE
Aap Se Jitna Ho Sake is Deeni idare Ki madad Karen ZAKAT SADQAE FITR Aur Deegar Atyat Den. Taki Garib Bachche Deen Ka ILM Hasil Kar Saken.
.
Mas’ala:
Sona Chandi Girwi Rakha To Uski Zakat,! Na Rakhne Wale Par Na Jiske Pas Rakha Us Par. Aur Na Un Saalon Ki Jitne Saal, Girwi Raha
Q.)musalmano par roze kab farz hue?
A.) musalmano par roze san 2 hijrimain farz hue.
–(khazaenul-irfan)
ZAKAT DE> HADEES:
Khushki O Tari(ZAMEEN & SAMANDAR) Me Jo Mal Barbad Hota Hy, Wo Zakat Na Dene Se Hota Hy
–(ATTARGEEB HADEES NO:16)
.
Mas’ala:
Tijarti Mal Ki Qimat Lagai Jae, Fir Usse Sone Ya Chandi Ka Nisab Pura Ho To Uske Hisab Se Zakat Nikali Jae
–(FATAWA ALAMGIRI J:1 P:168)
JO LOG KAMZOR HAI KAMANE KI TAQAT NAHI UNKA SAWAL KARNA JAIZ HAI & YAHI LOG HAI JINHE JHIDAKNA HARAAM HAI
–(FATAWA RAZAVIYA 4/468)
ZARURI MASLA:
Kisi KAFIR, Wa MURTAD, Ya BAD MAZHAB Ko ZAKAT Ka Mal Dena, JAEZ NAHI.
–(FATAWA AALAMGIRI JILD:1Pg:177)
ZKAT MSAIL:
safare hajj ke liye jm’a kee jane wali, rakam pr bhi wujbe zkat ki, shrait puri hone par zkat dena hogi
–(FTAWA RAZVIYYA jild-10 , page no-140)
ZKAT MSAIL:
kisi ko karz muaaf kiya, aur zkat ki niyyat kr lee to, zkat ada nahi hogi
–(RADDUL MUHTAR 3 page-226)
ZKAT DENE SE MAAL ME BARKAT:
–(Trjma: Kanzul Iman)
╠ • Al-QURAAN • ╣
aur jo chiz tum, "Allah" ki raah me kharch kro, voh uske badle aur dega
– (SURE SABAA paara-22 aayat no-39)
IN CHIZO PAR ZKAT HY:
(agar nisab ke brabar hy to)
>cash
>sona
>chandi
>tijarat ka maal
>zarurat se zaaid samam
–(Full Details: To Ask Ulma-e deen)
.
Note:
kuch gair muslim bhi ramzan me muslmano ka hulya bna kr
zkat mangte hy,!! anjano ko zkat vgera mt do,!! aam kre, aur bedaari laiye!!
Anjano Ko Zkat Vgera
mat do
mat do
mat do
ISE AAM KRE
.
♥ Mahfum-e-Hadees: JO QAUM ZAKAT NA DEGI
"Allah"Ta’ala Use Qahet (Akaal,Sukha) MeMubtela Farma Dega>ALMUAJAMUL AUSAT Barish ka Na Hona Bhi Qahet He, Khudaraapne Maalon Ki Zakat
Do Aur unhe Paak Karo
♥ Mahfum-e-Hadees: Jisne Apne Maal Ki Zakat Di Beshak "Allah"Ne Us’se Shar (BURAI) Ko Door Farma Diya
"Allah"Ne Farmaya Aye IBNE AADAM Kharch Kar Mai Tujh Pe Kharch Karunga
–(Sahi Bukhari Kitabun’nafaqaa T Jild-3,Safa-511 ,Hadees No-5352)
.
♥ Mahfum-e-Hadees: SADQA Dene Se Maal, Kam Nahi Hota, Aur Banda Kisi Ki Galti Muaaf Kre To "Allah"Uski, izzat Badhata Hy
–(SAHI MUSLIM Pge-1397, Hadis-2588)
♥ Mahfum-e-Hadees: DOZAKH Me Sab Se Pehle,
3Shakhs Jayenge,!! Jisme Se Ek!! Wo Maaldar jo Apne Maal !! Me Se "Allah"Ka HAQ (ZAKAT) Ada Nahi Krta.
Is Mubarak Mahine Me
1 Neki Ka sawab 70
neki k Barabar H. Yatim Garib
Besahara Logo Ki Apni Zakat
Khairat Sadqat Se Madad KREN
Hadis k Farman Ke Mutabiq Zakat Na Dene se Qahet Padta Hai. Barish ka Na Hona
B Qahet Hai, Khudara apne Maalon Ki Zakat Do Aur unhe Paak Kro.
.
♥ Mahfum-e-Hadees: Khushki O Tari Me Jo Maal, Barbad Hota Hai Wo Zakat Na, Dene Se Hota Hai
♥ Mahfum-e-Hadees: jo Qaum Zakat Na Degi, "Allah"Ta’ala Use Qahet Me Mubtela Farma Dega
╠ • Al-QURAAN • ╣
Jo Sona Chandi Jama Krte Hain Or Use "Allah" Ki Raah Me Kharch Nahi Krte, Unhe Dardnaak Azaab Ki Khush, khabri Suna Do.
–(SURE TAUBA AYAT-34)
╠ • Al-QURAAN • ╣
Jo Bukhl(Kanjusi) Krte Hyn, Us Cheez (Maal) Me Jo "Allah"Ne unhe Apne Fazl Se Di Hargiz use (Kanjusi ko) Apne Liye Achcha Na Samje.
–(PARA -4)
.
♥ Mahfum-e-Hadees: jo Qaum Zakat Na Degi "Allah"Ta’ala Use Qahet Me Mubtela Farma Dega.
★Mafhoom: Apne Maal Ka Ek Hissa Jo Shriat Ne MUQARRAR Kiya "Allah"k Liye Musalman FAQIR Kao uska Maalik, Banana Zakat Kehlata Hy
–(BahareShariat)
.
Note: Zakat Farz Hai, Uski Farziyat Ka Munkir Kafir Hai, Aur Na Dene Wala FASIQ Aur QATL Ka Mustahiq, Dene Me Der Karne Wala Gunehgar Hai.
( alamgiri)
BANK BALANCE PR ZAKAT:
bank me jma rakam pr bhi zakat hy magar jb nisab ka km az km 5va hissa mil
jae tab bhi ada kr skte hy.
–(maakhuz azftawa amjadiyya -kitabuz zkat jild-1 page no-368)
CAPABLE: Agr koi joint family me rehta hy aur uske paas jaati rakam ya chize itni, hy ki vo sahibe nisab hy to us par, zakat he voh alag se de
ZAKAT INFO: har sahibe nisab, par zkat farz hy lihaza ek family, me jitne log sahibe nisab hy uoon sab par zakat, hy sirf ek ka dena kaafi nahi.
.
KARZDAAR PAR ZAKAT:
karz ki rakam less krne ke baad, nisaab baaki rahta hy to uspar, zakat farz hogi
–(detail in BAHAARE SHARIAT jild-1 , hissa-5 page no-878)
–(fatawa hindiya - kitabuzzkat jild-1 -page no-172,174)
–(raddul muhtaar jild-3 page-210)
MAALE TIJARAT PAR ZAKAT:
maale tijarat ki koi bhi chiz , ho jiski kimat nisab ko pahuche to us pr bhi zkat wajibhy
–(BAHAARE SHARIAT jild-1 , mas-alaa no-4, hissa-5 page no-903)
KIRAYE PAR ZKAT:
kiraye pr diye gye mkan se milne wala nafa digar maal ke saath milakar nisab ko pahuche to nafe par zakat hy.
(FTAWA RAZVIYYA jild-10 , page no-161)
ZAKAT MSAIL: jiske paas freeze washingmachine A.C ho us pr zkat wajib n hogi is liye ,ki ye gharelu saman hy maale naami nahi
–(VQARUL FTAWA kitabuz zakat jild-2 , page no-389)
ISLAMI INFO: malike nisab par ,zakat farz hy jiske paas, 7.5tola sona ya
52.5tola chandi jitni rakam ya maale zkat ho vo, malike nisab hy
–(MORE DETAIL HAWAALA- maakuz az bahaare shariat jild-1 , page no-902,928)
SAYYID KO ZKAT KYO HARAM Hai HDIS KHULASA-
yehsadqaat logo ka mail hy,! na ye muhammad ko halaal,! hy na muhammad ki aal ko
–(SAHIH MUSLIM H-1072)
PAAKIZA NASAL:
sayyid ko zakat na dene me hikmat, ye hai ki zakat maal ka mail hai aur sayyid mail se suthre hai
–(MIR ‘AATUL MNAJIH jild-3 page-46)
ZAKAT MSAIL:
♥ Mahfum-e-Hadees: Sadqa Dekr Vaaps Mat Lo
–(SAHIH BUKHARI jild1)
kisiko karz keh kr zakat dee agar vo lautane aaya to vaapis na le
–(sahihul bukhari jild-1 , page no-502 hadis no-1489)
–(fatawa amjadiyya hissa-1 page no-389)
NAMAZ QABUL NAHI: RIVAYAT KHULASA-
hme hukm diya gaya ki namaz padhe aur zakat de aur jo zkat na de uski namaz qabul nahi
–(raawi – syyiduna abdullah bin mas’ud (radiyyallau anhu) al moa’jmul kabir jild-10 page no-103 hadis no-10095)
.
Mustahiq:
apni zakat fitra kribi haq daaro, ya moatbr sunni idaro me dijiye, aur HARGIZ faqiro va anjaano ko mat, do inme aksar peshawar hai.
AAG KE ZEWAR:
jis sone chandi ki zkat n dee jae, qiyamt me, jahnnam ki aag me tpakr unki, peshaniya krwate pithhe daagi jaegi
–(FTAWA RAZVIYYA jild-10 , page no-153)
.
PESHAWAR FAQIR:HDIS KHULASA
jo maal bdhaane ke liye swal krta hy, vo angare ka swal krta hy
(SAHIH MUSLIM page no-518 , hadis no-1041)
CHITING ALERT:
kyi anjane log dukh bhre jhuthe, afsane sunakr zkat mangte hy
>anjaano ko n do
>zkat ka ilm sikho
Ise Aam Kre Aur Bedari Laye
╠ •AL-QURAAN -Hadees• ╣
Aur "Allah"Sab Se Behtar Janne Wala Hai.

Ghareeb maa apne bachchon ko pyar
se kuch yun manati hai,,, Phir bana lenge kapde mere baccho ye Eid to har saal
aati hai. [Part - 1] {Click-More..}
(Plz kind attention at
***ZAKAAT***)
╠ •AL-QURAAN -Hadees• ╣
Aur "Allah"Sab Se Behtar Janne Wala Hai.
*~*--ஜ۩۞۩ஜ----Mumtaz Parveen-----ஜ۩۞۩ஜ---*~*-
●▬▬▬▬▬ஜ۩۞۩ஜ▬▬▬▬▬●
0 comments:
Post a Comment