╠ •HADEES E PAAK• ╣

Dua After Breaking The Fast
--------------
 Mahfum-e-Hadees: Iftar ke baad ki dua
ذَهَبَ الظَّمَأُ وَابْتَلَّتِ الْعُرُوقُ وَثَبَتَ الأَجْرُ إِنْ شَاءَ اللَّهُ
----------

Marwan ibn Salim al-Muqaffa Radhi allahu anhu se rivayat hai ki Ibn umar Radhi allahu anhu ne farmaya Rasool’Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) jab iftar karte to ye dua padhte they

ZahabAzzamaau wa Abtallatilurooq, wa sabat-alajru, In sha Allah
(Pyas bujh gayee , ragein tar ho gayee aur ajar sabit ho gaya agar Allah ne chaha)
– (Sunan Abu Dawud, Vol 2, 585-Hasan)

 Mahfum-e-Hadees: Meri Ummat ke Logon mein us waqt tak khair baqi rahegi jab tak wo iftaar mein jaldi karte rahenge
-------------------
Sahal bin saad radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool’Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) Ne Farmaya - Meri Ummat ke Logon mein us waqt tak khair baqi rahegi jab tak wo iftaar mein jaldi karte rahenge
– (Sahih Bukhari, Jild 3, 1957)

*~*--۩۞۩----Mumtaz Parveen-----۩۞۩---*~*- 
●▬▬▬▬▬۩۞۩▬▬▬▬▬●

0 comments:

Post a Comment